Sign up to save your podcasts
Or
Namaskar Doston!
Aaj ke is vishesh episode mein, hum lekar aaye hain ek anokhi jhalak Bharat ki Sansad ke andar ke kaam-kaj ki. Aapne kabhi socha hai ki Lok Sabha mein debates ke alawa kya hota hai? Kaise 22 bhashayon mein translation manage hota hai? Kaise ek bill ka anuvad uske arth ko badal sakta hai?
Is sabka jawab dene ke liye, humare saath hain Dr. Upendra Nath, jo Lok Sabha Secretariat mein Deputy Director ke pad par niyojit hain. Unka anubhav aur gyaan humein ek nayi drishti se Sansad ko samajhne mein madad karega.
๐ Is Episode Mein Humne Charcha Ki:
๐ฎ๐ณ Hindi Bhasha ka Mahatva:
Yeh podcast un sabhi Hindi premiyon ke liye vishesh hai jo Bharat ke bhinn-bhinn rajyon mein Hindi bhasha ke prati lagan rakhte hain. Aaj ke samay mein, jab kai sthanon par Hindi bolne ka prachalan kam hota ja raha hai, yeh avashyak hai ki hum apni matrabhasha ke prati jagrukta banayein aur uske samvardhan mein yogdan dein.
Host: Puja Singh Guest: Dr. Upendra Nath Channel: Value of Life by Puja Khushal
Agar aapko yeh episode pasand aaye, to kripya like, share aur subscribe karna na bhoolein. Apne vichar comment mein zarur likhein!