Sign up to save your podcastsEmail addressPasswordRegisterOrContinue with GoogleAlready have an account? Log in here.
Developer Duvidha is a Hindi Podcast which revolves around common problems faced by the developer community and our hosts, Tanay Pratap (@tanaypratap) and Siddharth Kshetrapal (@siddharthkp) have 'vic... more
FAQs about Developer Duvidha:How many episodes does Developer Duvidha have?The podcast currently has 10 episodes available.
November 07, 2020React vs Angular vs Svelte vs FlutterKonsa framework seekhna chaiye? Ye savaal hamesha har developer ke upar rehta hai. Issliye ye duvidha ko khatam karne, Tanay aur Sid iss savaal ko kaafi mazedar nazzariye se javaab dete hai....more30minPlay
October 31, 2020kaise aap ek effective mentor ban sakte ho?Tanay aur Sid iss episode mein juniors ko prabhaavi roop se kaise mentor kiya jaaye iss topic pe baat karte hai. Tanay apna anubhav se lakshya unmukh mentorship kaise karre hai wo batate hai....more24minPlay
October 24, 2020work-life balance kaise praapt karre?Developer Duvidha ke iss episode mein Tanay aur Sid jeevan ke ek jaroori vishay, work-life balance pe apne vichare rakte hai. Kaise aap kaam aur zindagi mein bhed karre? Kaise donno mein aapko anand mil sakta hai? Iss saval ke uttar ye episode mein diye hai!...more21minPlay
October 17, 2020agar meri naukri chali jaaye toh dusri naukri lagane ke liye kaise taiyaar rahu?Tanay aur Sid iss episode mein job security pe apne vichare aage rakhte hai aur batate hai ki ye paristhiti ko aise samajhauta kiya jaaye....more21minPlay
October 10, 2020kaise tum ek career bana sakte ho jaha tumhara mann lageEk shabd, 'Leverage'. Iss Developer Duvidha ke episode mein Tanay aur Sid hume ye batate hai ki, kyu leverage chaiye? kaise leverage banate hai? kitna samay lag sakta hai? ...more33minPlay
October 03, 2020kya tumhe manager banna chaiye ya highly skilled engineer?Tanay aur Sid iss episode mein charcha karte hai fyada aur haani manager ya skilled engineer banne ki jab aapke paas industry experience ho. Donno kaam apne andaz mein kitne mushkil ya aasan hai, ye tumhe dekhne milega iss Developer Duvidha episode mein....more42minPlay
September 26, 2020burnout ka ilaaj kaise karre?Teesare episode mein Tanay aur Sid burnout aur career choices ke baare mein charcha karte hai agar aap coding se naakhush hai. Iske alava job badal kar dusre kshetr mein kaise jaate hai uska udaaharan bhi dete hai. Sorry for the inconvenience but currently duvidha.dev is not up, you can post your questions on bit.ly/tanay-ama...more26minPlay
September 19, 2020kya hume har din VanillaJS use karna chaiye? Aur karna hai toh kaise?Developer Duvidha ke dusre episode mein Tanay aur Sid VanillaJS kab seekhna chaiye aur khabhi framework pe jyada dhyaan dena chaiye ispe charcha karte hai. ...more24minPlay
September 19, 2020badi applications kaise banti hai?Tanay aur Sid, Developer Duvidha ke phele episode mein charcha karte hai ki kaise badi applications banti hai aur kaise aap seekh sakte hai unhe banaana. Iske aalaava college mein khudko kaise apne aap sudhare ispe charcha hoti hai....more33minPlay
FAQs about Developer Duvidha:How many episodes does Developer Duvidha have?The podcast currently has 10 episodes available.