Agar ap chahte hai ki mai apke kisi topic par podcast episode banakar apne is channel par lau, to @dilhaicricket (instagram account) par DM kijiye.
Aapne dekha hoga Australian players test cricket ek 'Hari' colour ki topi, jise hum 'Baggy's' hat bhi kehte hai, pehente hai. Lekin kya apko iske peeche ka reason pata hai? Agar nehi pata to ye podcast episode sirf aap hi ke liye hai kyuki is podcast episode reason aur ye topi kyu sabse alag hai, ye bhi bataya hai. I hope apko ye podcast episode pasand ayega. Agar pasand aaye to share aur follow karna na bhuliyega.
Thank you