Dil Hai Cricket [Hindi Cricket Podcast] - by Subrata Biswas

Dil Hai Cricket [Hindi Cricket Podcast] - by Subrata Biswas

By Subrata BiswasSportsCricket
Download on the App Store

Dil Hai Cricket [Hindi Cricket Podcast] - by Subrata Biswas episodes

  • USA me cricket kyu nehi khela jaata??
    Agar aap USA se hai [ya nehi hai], to apko ye to pata hi hoga ki USA me cricket utna famous nehi hai jitna ki India, England, ya Australia jaise desho me hai. Lekin, kya apko iske peeche ka reason pata hai? Agar nehi pata to ye episode aap hi ke liye hai kyuki is podcast episode me maine voh asli reason bataya hai jiske karan se USA me cricket nehi khela jaata. I hope aapko ye podcast episode pasand ayega. Agar pasand aaye to share aur follow karna na bhuliyega. Thank you
    7 min
  • Test cricket me LED(light) stumps kyu nehi use kiye jaate?
    Apne ye baat notice ki hogi ki T20 aur ODI cricket me LED stumps use kiye jaate hai par Test cricket me kabhi use nehi kiya jaata. Is podcast episode me maine iske peeche ka asli reason bataya hai. I hope apko ye podcast episode pasand ayega. Agar pasand aaye to share aur follow karna na bhuliyega. Thank you!!!
    8 min
  • Men aur Women ek saath cricket kyu nehi khel sakte??
    Men aur Women ek saath cricket kyu nehi khel sakte? Kya ye sawaal apke dimag me kabhi aaya hai aur Jawab na mila ho? Agar Ha!! To ye podcast episode sirf aap hi ke liye hai. Is podcast episode me maine kai reasons bataye hai jiske karan se Men aur Women ke beech cricket match nehi conduct karvaya jaata. I hope apko ye podcast episode pasand ayega. Agar pasand aaye to share aur follow karna na bhuliyega. Thank you!!!
    7 min
  • Kya koi bowler ek hi over me fast or spin bowling dono kar sakta hai??
    "Kya koi bowler ek hi over me fast or spin bowling dono kar sakta hai" Ye ek aesa sawaal hai jo ki har cricket lover ke dimaag me rehta hi hai. Kya ye apke dimag me bhi tha? Agar tha to is podcast episode ko sunne ke baad nehi rehega kyuki is podcast episode me maine yehi bataya hai ki kya koi bowler ek hi over me fast or spin bowling dono kar sakta hai ya nehi. I hope apko ye podcast episode pasand ayega. Agar pasand aaye, to follow aur share karna nehi bhuliyega.
    Thank you!!!
    9 min
  • Cleansweep Aur Whitewash me kya antar hai? Kya Whitewash sirf cricket me hota hai?sabse pehele kaha?
    Apko Whitewash to pata hi hoga Kya hota hai, Lekin Kya apko pata hai Cleansweep Kya hota hai? Agar nehi pata to chinta mat kijiye Kyuki is podcast episode me mai sab batane vala hu jaise: Cleansweep Aur Whitewash me kya antar hai? Kya Whitewash sirf cricket me hota hai? Ye sabse pehele kaha use kiya gaya tha? I hope apko ye podcast episode pasand ayega. Agar pasand aaye to share aur follow karna nehi bhuliyega. Thank you
    8 min
  • Wicketkeepers full sleeves kyu pehente hai??
    Aapne to dekha hi hoga ki zyadatar wicketkeepers full sleeves pehenkar wicketkeepering karte hai. Par, iske peeche ka reason kya hai??? Ap jo reason soch rehe hai voh nehi hai balki kuch aur hai iske peeche ka reason aur is podcast episode me maine yehi bataya hai. I hope apko ye podcast episode pasand ayega. Agar pasand aaye to share aur follow karna na bhuliyega. Thank you
    9 min
  • Test cricket asli cricket kyu??
    Aapne logo ko ye kehete hue suna hoga ki - "Yaar test cricket to asli cricket hai." Agar aapne bhi ye suna hai par iske peeche ka reason nehi pata ki aesa kyu kaha jaata hai, to ye podcast episode maine aap hi ke liye banaya hai. I hope apko ye podcast episode pasand ayega. Agar pasand aaye to share aur follow karna na bhuliyega.
    11 min

About Dil Hai Cricket [Hindi Cricket Podcast] - by Subrata Biswas

From the publisher's feed

๐Ÿ Cricket Enthusiast