Ajtak Naari ko all rounder kaha gaya, aaj tak hum sirf is liye jaane gae kyunki hum sbh kr skte hai , akele sbh sambhal skte hai. Par ab hum sbh saath bhi chalege, na ab jalege, bas khud k liye kuch krege aur saath sbh ko bas yuhi le chalege.
Kuch kehne ki zarurt nahi hai, yeh us sitaare k naam hai jo hmesha chamakta rahega, agar is duniya mein nai to us mein sahi..
1 min
About EkBairaagi
From the publisher's feed
Ek kahanio ki duniya jiske raag ek Bairaagi ne chede hai aur ab us dhun par nachne ka samay hai. Kahania, kavita, ya sirf thode baatein kyunki kabhi kabhi kuch kehna hi sbse zaruri hota hai. Chalea ek…
saath ek safar shuru krte hai aur kuch purani, kuch nayi yaadon ko bunte hue ek Safarnama likhte hai.