God' s rememberance is the key to peace and bliss in the heart. Enjoy this rememberance through this hindi bhajan: Tere Naam Ka Sumiran Karke
Mere Mann Me Sukh Bhar Aaya
Teri Kripa Ko Maine Paya
Teri Daya Ko Maine Paya
Tere Naam Ka Sumiran Karke
Mere Mann Me Sukh Bhar Aaya
Duniya Ki Thokar Khakar
Jab Hua Kabhi Besahara
Naa Paakar Apna Koi
Jab Maine Tumhe Pukara
Hey Naath Mere Sir Upar Tune Amrat Barsaya
Teri Kripa Ko Maine Paya
Teri Daya Ko Maine Paya
Tere Naam Ka Sumiran Karke
Mere Mann Me Sukh Bhar Aaya
Tu Sang Me Tha Nit Mere
Ye Naina Dekh Naa Paye
Chanchal Maya Ke Rang Me
Ye Nain Rahe Uljhaye
Jitni Bhi Baar Gira Hu
Tune Pag Pag Mujhe Uthaya
Teri Kripa Ko Maine Paya
Teri Daya Ko Maine Paya
Tere Naam Ka Sumiran Karke
Mere Mann Me Sukh Bhar Aaya
Bhav Sagar Ki Lahro Me
Jab Bhatki Meri Naiya
Tat Chhoona Bhi Muskil Tha
Nahi Dikhe Koi Khiwaeya
Tu Lahar Bana Sagar Ki
Meri Naav Kinare Laya
Teri Kripa Ko Maine Paya
Teri Daya Ko Maine Paya
Tere Naam Ka Sumiran Karke
Mere Mann Me Sukh Bhar Aaya
Har Taraf Tumhi Ho Mere
Har Taraf Tera Ujiyala Nirlep
Prabhuji Mere
Har Roop Tumhi Ne Dhara
Teri Sharan Me Aake Data
Tera Tujhi Koday
Teri Kripa Ko Maine Paya
Teri Daya Ko Maine Paya
Tere Naam Ka Sumiran Karke
Mere Mann Me Sukh Bhar Aaya