ik____writes

ik____writes

By KNV & IshabdeepMusic
Download on the App Store

ik____writes episodes

  • Maa
    meri har zidd ko poora krne ke liye papa ko manaate ho
    ye jo aap itna pyaar jataate ho,farishto se chura ke laate ho?
    maa teri mumta sa na koi mol hai
    tera pyaar mere liye duniya ki sab cheezo se bhi zyaada hai anmol hai
    zindagi mei itna kuchh kiya tune mere liye bata iska koi karz kaise chuka paayega
    Main kya voh khuda bhi tujhpe nahi likhpayega
    aur fer ik nayaab cheez par kuchh alfaaz likhne ka khyaal hi mitt jayega
    afsos nahi ye jahaan mile ya naa mile
    bas mere aakhir tak har hisse mein mujhe meri maa mile
    aur Agar mera bas chale toh bhagwaan ka naam badal kar maa kardu
    zindagi mei ek tamanna hai meri ki khwaaish tu ik taare ki kre aur tere naam main poora asmaan kardu
    1 min
  • Hum Aur Woh
    Hum Aur Woh 
    written and narrated by : kanav
    music by : kanav
    copyrighted under ik____writes
    lyrics :
    kar kuch essa khuda ki
    waqt thum c jaye
    unn me hum aur
    hum me vo sama jayen
    ki jo hum keh na paye
    unhe khud b khud samaj a jaye
    ajj humari chuppi unhe sataye
    ki unn me hum orr orr hum me 
    woh sama jayen
    ki dekh na apye woh akhon c
    ajj mehsoos kar payen 
    ki humari taklefoon ko woh ajj 
    sunn payen
    ki unn me hum aur hum me woh sama jayen
    ki woh daarf ajj hume nhi unko sataye
    ki choor nhi humare dill me 
    unhe khud b khud yakeen aye
    kuch karr essa khuda ki
    unn me hum aur
    hum me woh sama jayen
    ki bharoasa muje tuj pe he
    ki ajj yeh dill tute ga nhi 
    ki tu khuch na khuch to 
    zaroor karega ki ajj
    yeh banda apne rabb c ruthega nhi.......
    2 min
  • Hawaayein pinjro mein kaid nahi hoti

    'hawaayein pinjro mein kaid nahi hoti'

    is samaj se takleef hai hame

    iske saleeke se takleef hai hame

    jis tara dhak ke rakha hai issne larkio ko uss reet se takleef hai hame

    ku azaadi pe hamara hak nhi

    hamara khul ke bolna zamane ko pasand nhi

    hamare khul ke jeene se zamane ko ku takleef hai

    itni uchaaiya choone ke baad bhi zamane ki soch abhi bhi ku neech hai

    ki ab to har shetr me larkio ka naam hai

    zamane ki uchio se saath ham bhi bhali baat hai

    ki kab tak roko ge hame ki kab tak larki ho keh kr toko ge hame

    is desh ki haivaaniyat se darke ladkiyaan ab nahi roti

    har ek jhaansi ki raani aaj chain se hai soti

    tum lakh daleelein pesh karlo magar

    'hawaayein pinjro mein kaid nahi hoti'




    Narrated by : Simran Gill

    Written by : Ishabdeep and Simran gill

    Music by : KNV

    2 min
  • Ki Hal Eh Hindustan Tera

    ki hal eh hindustaan tera

    me suneya rull gaya kisan tera........


    Written & Narrated by : Ishabdeep 

    Music by : KNV 

    published and copyright under label ik____writes ©️

    2 min
  • Hewan
    Rabba banaya tu insaan ke baan ke hewan aya... Written & Narrated by : KNV Music by : KNV published and copyrighted by ik____writes ©️
    2 min
  • Dil Kiven Na Harda
    This Valentine something special for our audience....
    ik munda ik kudi toon dil
    kiven na harda
    pyaar kar betha fher vi
    look look ke niharda
    written and narrated by : KNV
    music by : KNV ____________________________________Dedicated to someone special.......... Love u bacha ❤️ My girl... ✨️
    2 min
  • Payaaran Wali Gal
    This Valentine something special for our audience.... 
    Me apni shayari vich payaaran wali 
    baat likhi he 
    written and narrated by : Ishabdeep
    music by : KNV
    2 min
  • Taqdeer
    Haan taqdeeran kade
    lakeeran di moohtaj
    ni ho sakdi
    Haan taqdeeran kade
    lakeeran di moohtaj
    ni ho sakdi
    taqdeeran khud
    bananiyan pendiyan yeh
    lakeeran de shaare bethe
    kaade nooaka paar
    nhi ho sakdi......
    Written & narrated by : KNV
    Music by : KNV
    under ik____writes managed & controlled by :
     Ishabdeep& KNV
    1 min
  • Sadda Haq
    SADDA HAQ
    Bahut seh leya
    zulaam sarkaraan da
    hun ai masle di vaari ye
    mushkilan paaven
    jinyan vi hove hun aii
    dili ja ke naare laan
    di aii vaari ye
    hakkan di ladai ye
    eda dhaaka chalan
    ni dena
    mehnat naal kamai zamena
    te kisi horr da
    raj hon ni dena
    larna paven aukha
    par rukde assi
    vi ni
    baba nanak naal
    sade chukde assi vi
    ni
    baba nanak naal saade
    chukde assi vi ni
    written and narrated by : ishabdeep
    Music by : KNV
    published by : ik____writes
    1 min

About ik____writes

From the publisher's feed

Be calm and just listen!!!