Dear #gulzar, Agar tum na hote toh? .
Gar tum na hote toh unke aane pe ‘noor aa gaya hai’ kehne ka mann na hota.
Gar tum na hote toh unke na aane pe khali haath shaam kaisi hoti hai, woh pata na hota. .
Gulzar gar tum na hote toh?
Gar tum na hote toh gora ang leke shyaam rang deke pyaar ek rang na hua hota.
Gar tum na hote toh mera woh samaan lauta do me adhoorapan poora karne ka saad na hota. .
Gulzar, shukriya, ki tum ho. Happy Birthday! ❤️
Love, Tumhare jaisi baatein karke farji Tum banta jogi, Ramtajogi.