Madhurima Pathak

Madhurima Pathak

By Madhurima PathakLeisureAutomotive
Download on the App Store

Madhurima Pathak episodes

  • Harsidhi mata
    In mata ko gujrat se raja vikrmaditya prrathna karke laye the. Ye Mata Krishan bhagwan ki kuldevi thi. Inle bade - bade dipstambh Hainan kar Dene layak hai
    2 min
  • Vikrmaditya aur raja bhoj
    Vikrmaditya ne 64 yoginiyo ko apne niyantran me kar Liya tha. Yoginiya asadharan guno se yukt aurte hoti he. Yani deviyo ke barabar gun vali aurte thi. Unhe aur betal ko Das Bana Liya tha. Ye yoginiya unke sinhasan me putliya banker rahti thi.
    3 min
  • Vikrmaditya ki mahanata ka karan
    Vir aur prakrami hone ke Karan Akele shamahan me jakar ek ped par latki lash utarkar apne kandhe par ladkar chalne ki Takata kitno me hoti he.lash ke bolne par bhi nahi darna. Nyaysangat jabab dena. Kiske vash me hota he
    3 min
  • Betal pachchisi
    Betal yani shamshan me latki hui lash. Us lash ko ped se utarkar kandhe par ladkar le jata he. Raste me kahani sunakar uska jabab mangta he . Na batane par sir ke tukde karne ki dhamki deta he.
    4 min
  • Mahan vikrmaditya
    Inhone Vikram sambat chalaya. Jo aaj ke calender se 57 Sal pahle lagu hua. Ye nyaypriy the. Unke pita gandharv Sen the. Unke bhai ka nam bhtrihari tha
    3 min
  • Ujjain ka khana
    Poha aur jalebi. Bharat me khane ke liye mithe aur namkeen ka talmel rahte he. Vahan par kachodi aur sabhi. Bafle ke sath aalu ki sabhi man ko lubhati he.iske alava utter bharat ke sabhi khane mil jayenge
    3 min
  • Ujjain ka surkshit mahaul
    Ujjain me rat me ghumne ka dar nahi he.kyonki mahakaleshwar mandir me bhasm aarti ke liye rat ke ek baje se line lagni shuru ho jati he. Isliye chahal -pahal bani rahti he
    2 min
  • Ujjain me bade ganesh ji ka mandir
    Ganesh ji ka bhavy mandir . jiske nirman me rasoi ke masalo ka istemal hua he. Yah murti 18 feet unchi aur 10 feet chaudi he.iska bada prangan he. Jisme log thakan utarate najar aa jayenge
    3 min

About Madhurima Pathak

From the publisher's feed

Mere sath anek jagah ghumne ke liye taiyar ho jaiye.vaha ki sari yadi aapke sath sajha karne ke liye taiyar hu. Vahan ki khushiyon aur sukh ki yade .preshaniyan kitni aur kon si aayi .ve bhi sajha…