Silk ki sunder sadi jisme silk aur suti dhage ka istemal Kiya jata he. Aur Jari ke dhage ka adbhud sangam hone ke karn ye mausam ke anukul hoti he .Utsav me Sauk se pahni jati he
Mere sath anek jagah ghumne ke liye taiyar ho jaiye.vaha ki sari yadi aapke sath sajha karne ke liye taiyar hu. Vahan ki khushiyon aur sukh ki yade .preshaniyan kitni aur kon si aayi .ve bhi sajha…
karungi.taki vahan Jane par aapka samay achha bite. Yadi aapko kisi bat ko puchna he tab Bina preshani ke puch sakte hai. Mujhe ghumne ka bahut Shaun he. Isliye me aapke Kai preshaniyo ke hal Bata sakte hu.kyonki unpreshaniyo ka samna kar chuki hu.aapki safal yatra ki sathi banna chahti hu.