
Sign up to save your podcasts
Or


Dopahar ke 12 baje hain.
Lekin Suryadev shayad badalo ka mulayam kambal odhkar so gaye hain. Bahar halki-halki baarish ho rahi hai...
Ek ladki thi. Diwali se ek din pehle bazaar me dikh gayi thi.
Uspar nazar padte hi mere saamne se bazaar ki bheed ojhal ho gayi. Mere tezi se badhte kadam dheeme ho gaye...
December ka mahina tha. Shimla me kaatil thand shuru ho gayi thi.
Ye baat tabki hai jab is sheher ko paryatako ke shor ne noch nahi khaya tha.
Ji han, aap yahan chaahe kitni bhi supercars aur superbikes le aao, lekin Bharat ki tang galiyo se sabse tez jo nikal sakti hai vo hai teen pahiyo wali autorickshaw...
Beech ki umra kahan se shuru hoti hai aur kahan khatam ye
Lekin chaliye koshish karke dekhte hain...
Leak ho raha basin ka nal, toota hua pankhe ka regulator, aur dhool me lipti hui deodorant ki botalein, sab ke sab Sunday ke intezaar me the...
Rasoighar ki khidki se halki-halki dhoop aa rahi thi. Aur vo kood rahi thi seedhi chulhe par rakhi kadhai me. Maano Suryadev bhi chupke se dekhne aaye ho ki aakhir kya pak raha tha!
From the publisher's feed