My Town - Horror stories | Ek kahani aisi bhi - Season 5

My Town - Horror stories | Ek kahani aisi bhi - Season 5

By My Town - Horror StoriesFiction
Download on the App Store

My Town - Horror stories | Ek kahani aisi bhi - Season 5 episodes

  • Murda Ghar - 1980 | Episode 263 | Ek kahani aisi bhi - Season 5 | My Town Horror Stories

    Check out my latest episode!


    Kahte hai ke wo Murda Ghar british kaal main san (1940) main banaya gaya tha. Or uske kuch hi saalo baad kuch aasamanya ghatnao ke chalte us murda ghar ko band kar diya gaya. Koi nahi janta ke akhir aisa kya hua tha wahan. Ke achank us murda ghar ko band karna pada. Halanki jaydatar murda ghar hospitles ke ander ya hospitles ke sath hote hai. Par is murda ghar ko insaani ilako se kaafi sunsaan jagah par or kaafi bade akaar main banaya gaya tha. kuch jankaaro ki maane to is murda ghar main un laaso ko rakha jaata tha jinki mout chua chhut ki bimariyo se hoti thi. Or wahi dusri taraf kuch jankar batate hain ke yahan un lasso par resrch ki jaati thi jo kaidi jail main jhel rahi yatnao ke chalte mar jaate the. lekin is par kiye gaye daabo ke koi pukhta saboot kabhi nahi mile. Or fir (1980) ke dur main is imarat ko sarkaar dura fir se renovate karwaya gaya or iski jagah ek hospitel ka nirmaan kar diya gaya. par uske kuch hi mahino baad us jagah ek aisi ghanta ghati jo kisi bhi insaan ki kalpnao se pare thi. ek hi raat main lagbhag 60 marizon ke sath sath 10 karmchariyo ki bade hi rahsyamai tarike se mout ho gayi. badi hairani ki baat thi ke marne baale sabi logo ki laase hospitle ke murdaghar main mili thi. or Is ghatna ke baad ek baar fir us jagah ko humwsha humesha ke liye band kar diya gaya. aaj ki kahani usi murda ghar main ghati ek aisi ghatna par adharit hai. jisko sunne ke baad aap bhi kisi khandar imarat ke aas pass jaane se pahle 100 baar sochenge.  

    25 min
  • Bhatakti Aatma - 2005 | Episode 265 | Ek kahani aisi bhi - Season 5 | My Town Horror Stories

    Check out my latest episode!


    Kahte hain adhuri ichhayain insaan ko is jahan se marne ke baad bhi jaane nahi deti.Or un ichhaon ko pura karne ke nkiye wo aatmaye humesha koi jariya doodti rahti hain. jinhe log aasmanyan ghatnao ke rup main dekhte hai kuch aisa hi hua tha madhav or khushi ke sath ke jiske baad aaj bhi wo us ghatna ko soch kar dar jaate hain. Aisa kya hua tha unke sath jaane ke liye suniye. 

    22 min
  • Ek Gaon Chitanukalan - 2001 | Episode 264 | Ek kahani aisi bhi - Season 5 | My Town Horror Stories

    Check out my latest episode!


    Rajasthan main sathiat ek gaon chitanukalan kahte hai raja maharajao ke samay se hi ek aise dar ke say main ji raha hai. jise na to log bhool pate hai or na hi is dar ke sath ji pate hai.halanki samy ke sath ye sikh chuke hain ke din main to bhale hi wo pure gaon main ghum le. par raat hote hi wo aaj bhi bahar nahi nikalte. akhir aisa kya hai uss gaon main jaane ke suniye. 

     

    Ek Gaon Chitanukalan - 2001 | Episode 264 | Ek kahani aisi bhi - Season 5 | My Town Horror Stories


    ||►Ye kahani ek kalpnik ghatna par adharit hai. Is kahani ka kisi bhi baykti ya jagah se koi sambhand nahi hai. Is kahani ko sirf maroranjan ke liye natkiye puatran main dala gya hai.

    . Dhanyawaad 

    26 min
  • Kala Jaadu - 1970 | Episode 261 | Ek kahani aisi bhi - Season 5 | My Town Horror Stories

    Check out my latest episode!


    Kala jadu..... waise to ye humare desh main apradh ki sredi main aata hai . par aaj bhi bhart ke gramin ksetro main log is Kaale jadu se kaafi pareshaan or dare huye rahte hain. Kaale jaadu se judi kuch ghatnaye itni bhyanak or darawni thi. ke kai gaon main un ghtnayo ka dar aaj bhi logo ke dilo main basa hua hai. Sahro ke logo ka manna hai ke gaon kie logo main apsi bhaichara or sambhandh kaafi ache hote hain. par ye baat iske bilkul biprit hai. Kuch ghtnayo ke karan aaj bhi halat is kader bigad chuke hain. ke log mandir ka prshad tak bhi soch samjh kar lete hain. Aaj ki kahani kale jadu ki ghatnayo par adharit hai. ye kahani sunne ke baad sayd aapni rooh kaamp jaygi.

    21 min
  • Bhairavi - भैरवी | Episode 260 | Ek kahani aisi bhi Season 5 | Horror stories

    Check out my latest episode!


    Humare desh main ek aisa samudayi hai jo aaj bhi bhoot pret ke hone par yakeen karta hai. Kuch log aaj bhi mante hai ke manav jivan se pare kuch saktiyan hoti hai jo aaj bhi astitv main hai aaj ki kahani ek aisi ladaki ki hai jiske sath kuch aisa hua ke jisske bare main soch kar aaj bho wo kamp jati hai aisa kya hua tha uske sath janne ke liye suniye.

    -Bhairavi - भैरवी | Episode 260

    23 min
  • Haunted Meerut Block -1945 | Episode 258 | Ek kahani aisi bhi - Season 5 | Horror stories

    Check out my latest episode!


    Utter pradesh ke meerut main sathit block number 513 ka naam sunte hi logo ki ruh kampkapa jaati hai. koi nahi janta ke akhir us block aisa hua kya tha jaane ke liye suniye.

    - Haunted Meerut Block 1945 | Episode 258 | Ek kahani aisi bhi - Season 5 | Horror stories


    ||►Ye kahani ek kalpnik ghatna par adharit hai. Is kahani ka kisi bhi baykti ya jagah se koi sambhand nahi hai. Is kahani ko sirf maroranjan ke liye natkiye puatran main dala gya hai.

    . Dhanyawaad

    21 min
  • Shrapit Chudail 1950 - Episode 253 | Ek kahani aisi bhi - Season 5 | Horror stories

    Check out my latest episode!


    Ye kahani ek sachi ghatna par adharit hai jo himachal ke distt chamba ke ek chote se gaon mojhi main ghati thi. 80 sasl pahle uss gaon main kuch aisa hua tha jiske baad se aaj bhi wahan ke log darte hai aisa kya hua tha janne ke suniye.

    - Shrapit Chudail 1950- Episode 253 | Ek kahani aisi bhi - Season 5 | Horror stories


    ||►Ye kahani humare ek subscriber duara bheji gayi hai. unki batai har baat pe is kahani ko banaya gaya hai unka dabba hai ke sachi ghatna ghati thi par MY TOWN CHANNEL is kahani ka sachi hone par koi dabba nahi karta.

    . Dhanyawaad

    24 min

About My Town - Horror stories | Ek kahani aisi bhi - Season 5

From the publisher's feed

Welcome to my first podcast , I hope you enjoy listening to it!