Dastan -e- zindagi

Naata | Written By Ashok Sawhny "Sahil" | Recited By Mehran Shah | Part 92


Listen Later

Title - Naata / Dard-e-dil ka DarmanWritten By @AshokSawhny Sahil Recited By @Mehran Shah #urdupoetrystatus #shayari #ashoksawhnysahil Rang duniya ke juda hain, jaise bahaar aur hai khizaanSehal nahin samjhaana kisi ko, kya insaan aur kya haiwaanMazhab ka kya naata hai, insaniyat se yaroAchhe burey to insaan hain, na ke barahaman aur musalmaanAshk hain yeh falak ke bechareTakta reh jata hai, hairaan be bas aasmaanBas karo hungama, yeh bahami fasaad logoMushkil hai samjhna kyun khuda ki di hui hai jaanDil o dimagh mein tazaad hai is qadr, ‘Shil’Misl-e mauj beh jata hai, jazbaat mein insaan

Note:

All material in this product is the intellectual property of 

Ashok Sawhny and  cannot be used in any waywithout the written permissionof the author Ashok Sawhny. Having said that,

The author is always open to proposals and can be contacted

via www.ashoksawhny.com

 

...more
View all episodesView all episodes
Download on the App Store

Dastan -e- zindagiBy Ashok Sawhny 'Sahil'