
Sign up to save your podcasts
Or


Paisa
Dil ko rulaane ka hai darmaan yeh kaisa
Taaron ko chhoone ka armaan yeh kaisa
Nai aate salaam nai jaate dua
Aaj ka ba tameez mehman yeh kaisa
Majaazi khuda, khud mukhtaar to hoga
Ghaafil hai aaj insan yeh kaisa
Naghma jahan ka paisa hi paisa
Tere kalaam ka hai unwaan yeh kaisa
Subh shaam talatum mah o anjum nadarad
Imtehaan ‘sahil’ meri jaan yeh kaisa
Ashok Sawhny and cannot be used in any way without the written
permission of the author Ashok Sawhny. Having said that,
The author is always open to proposals and can be contacted
via www.ashoksawhny.com
By Ashok Sawhny 'Sahil'Paisa
Dil ko rulaane ka hai darmaan yeh kaisa
Taaron ko chhoone ka armaan yeh kaisa
Nai aate salaam nai jaate dua
Aaj ka ba tameez mehman yeh kaisa
Majaazi khuda, khud mukhtaar to hoga
Ghaafil hai aaj insan yeh kaisa
Naghma jahan ka paisa hi paisa
Tere kalaam ka hai unwaan yeh kaisa
Subh shaam talatum mah o anjum nadarad
Imtehaan ‘sahil’ meri jaan yeh kaisa
Ashok Sawhny and cannot be used in any way without the written
permission of the author Ashok Sawhny. Having said that,
The author is always open to proposals and can be contacted
via www.ashoksawhny.com