
Sign up to save your podcasts
Or


Gulab 🥀
Yeh kahaani hai ek aise Gulab ki
jise phool se zyada maana gaya…
aur ek aise insaan ki
jo use bachate-bachate
khud mitti ban gaya…
Woh chhoti si mulaqat, Jo ek lambi dastaan ban jaati hai, Woh ek nazar…
Jo bina kuch kahe saari baat keh jaati hai…
.
.
IG: @pratham.on.mic
Na doori thi… na koi faasla, Tha toh bas pyaar ka aashiyana, Jahan har jazba dua ban gaya, Aur har dua sirf tu ban jaaye…
Duniya alag hogi, par pyaar tu tab bhi mera hoga, Jaha baadalon ke paar mai, Par sitaaron ke neeche tu hoga… 💖
.
.
IG : @pratham.on.mic
Yeh kahaani meri bhi hai, Yeh kahaani teri bhi hai…
Door rah ke bhi koh judi rahi, Yeh us ISHQ ki kahaani hai…
Yeh Safed ISHQ ki kahaani hai…
.
.
IG @pratham.on.mic
Jab bhi likhta hoon, tera naam sajta hai… Jab-jab sochta hu, dil zoron se dhadakta hai…
.
Follow for daily updates:
Instagram @pratham.on.mic🎤
तेरी बेवफ़ाई की परछाई मुझ पर छायी है, तेरे झूठे वादों की गूँज अब भी मेरे कानों में समायी है, तेरे जाने के बाद ही तो मेरी धड़कनों ने सिर्फ़ तन्हाई अपनायी है, शायद इसीलिए………❤️🩹
Jeena ya marna insaan ke bas mein kabhi tha hi nahi…
Par kaise jeena hai… kaise apne hi saaye mein ghut ke marna hai…
Ye sirf humare haath mein hai…
From the publisher's feed