Sign up to save your podcastsEmail addressPasswordRegisterOrContinue with GoogleAlready have an account? Log in here.
Prof. Ahmad Mir is a Best Platform for Urdu & English Quotes, Urdu & English Quotations, Urdu & English Moral Stories, Urdu & English Poetry Studio.---Production & Label : Prof. ... more
FAQs about Prof. Ahmad Mir:How many episodes does Prof. Ahmad Mir have?The podcast currently has 56 episodes available.
July 25, 2021Wahi Phir Mujhe Yaad Aane Lage Hain - वही फिर मुझे याद आने लगे हैंWahi Phir Mujhe Yaad Aane Lage Hain Jinhen Bhulaane Men Zamaane Lage Hain Wo Hain Paas Aur Yaad Aane Lage Hain Muhabbat Ke Hosh Ab Thikaane Lage Hain Sunaa Hai Hamen Vo Bhulaane Lage Hain To Kyaa Ham Unhen Yaad Aane Lage Hain Hataaye The Jo Raaste Se Doston Ki Wo Patthar Mere Ghar Men Aane Lage Hain Ye Kehnaa Thaa Un Se Muhabbat Hai Mujhko Ye Kehne Men Mujh Ko Zamaane Lage Hain Qayaamat Yaqinan Qarib Aa Rahi Hai ‘Khumar’ Ab To Masjid Men Jaane Lage Hain...more1minPlay
July 25, 2021Silsilay Tor Gaya Woh Sabhi Jatay Jata सिलसिला तोर गया वो सब जते जटाSilsilay Tor Gaya Woh Sabhi Jatay Jatay Warna itne tu marasm the kh aate jaate Shikwa zulmat se tu kahain behter tha Apne hise ki koi shama jalate jate Kitna aasan tha tere hijar mein merna jaana Phir bhi ik umer lagi jaan se jaate jaate Jashan maqtal hi na berpa howa warna hum bhi paa bajoolan hi sahi nachte gaate jaate...more1minPlay
July 25, 2021palat aane ke liye ja | go to turn | पलट आने के लिए जाpalat aane ke liye ja | go to turn | पलट आने के लिए जा...more1minPlay
July 25, 2021मोहब्बतें | mohabbaten | lovebana gulab tu kante chubha gia ik shakhs huwa charagh tu ghar hi jala gia ik shakhs بنَا گُلاب تو کانٹے چُبھاگِیا اِک شخص ہُوا چراغ تو گھر ہی جلا گیا اِک شخص...more1minPlay
July 25, 2021Reh gaye sare bawafa bethe रह गए सारे बवफा बेथे All the Bawfa left sittingReh gaye sare bawafa bethe रह गए सारे बवफा बेथे All the Bawfa left sitting...more1minPlay
July 25, 2021Wo bichad gaya | he got lost | वो बिछड़ गयाkhayal-o-khvab hui hain mohabbaten kaisi lahu men naach rahi hain ye vahshaten kaisi na shab ko chand hi achchha na din ko mehr achchha ye ham pe biit rahi hain qayamaten kaisi vo saath tha to khuda bhi tha mehrban kya kya bichhad gaya to hui hain adavaten kaisi azaab jin ka tabassum savab jin ki nigah khinchi hui hain pas-e-jan ye suraten kaisi hava ke dosh pe rakkhe hue charagh hain ham jo bujh gae to hava se shikayaten kaisi jo be-khabar koi guzra to ye sada de di main sang-e-rah huun mujh par inayaten kaisi...more1minPlay
FAQs about Prof. Ahmad Mir:How many episodes does Prof. Ahmad Mir have?The podcast currently has 56 episodes available.