Pyaar Vyapaar By GauravJPSharma

Pyaar Vyapaar By GauravJPSharma

Download on the App Store

Pyaar Vyapaar By GauravJPSharma episodes

  • The proposal
    The proposal
    ##proposal #love #engagement #engaged #wedding #engagementring #shesaidyes #bridetobe #couplegoals #bride #diamondring #isaidyes #ring #weddinginspiration #diamonds #weddingdress #ido #engagementphotos #marryme #proposalideas #weddingring #weddingphotography #diamond #couple #marriage #rings #engagementrings #gettingmarried #jewelry
    4 min
  • M Janta Hu
    M janta hu M janta hu
    Tere sapno me aaj b m hu
    M janta hu tere khayalo me b m hu
    M janta hu tere apno me aaj b m hu
    M janta hu us rab se kiye sawal me aaj b m hu
    M janta hu aaj b teri ankho ki sachi
    Un band ankho k sapno me aaj meri kami h
    Aur teri khuli ankho me nami h
    M us asma ki trah hu jo janta h wo jamin se mil nhi sakta h
    Lekin us asma me ek din ek badal aaya mtlb asaan labzo me kahe toh mere dil me ek khyal aaya
    M us asma ki trah hu jo janta h wo jamin se mil nhi sakta h
    Lekin us asma me ek din ek badal aaya
    Usme jamin se milne ka man bnayA
    Nadi samandar sadko sahro sab pr se gujra lekin dharti se milne ka koi rasta na dikha
    Us badal ko ek besabri thi
    Na jaane uski esi kya majboori rhi
    Tb ek parvat ne ek rasta btaya ki tu dharti se mil toh nhi payega
    Lekin hamesha k liye uske dil me bas jayega
    Ek kaam kr apna seena cheez aur barash ja usme
    Khud na sahi tera ansh us se mil jayega
    Tu khud na sahi tera ansh us se mil jayega
    3 min
  • Pyaar me dosti ka choga clear
    Ab ye b kya baat hui ae din
    Use tuzse baat nhi krni aur tu use bharpoor manaye ja rha h
    Ab maan bhi le us kambhaqt ko tuzse dosti nibhani h aur tu usse ishq nibhaye ja rha h
    Ajana humse milne jb wqt lage ae dost
    Ae dost aajana humse milne jab wqt lage
    Kabhi din chade ya kabhi shanj dhale
    Meri chaukhat pr rakhe Tere kadmo k nissan me chura kr rakh lunga
    Mitti jaise barish ki bond se mahak uthti h wase teri khushbo m khi daba kr rakh lunga
    Tuze ese dikhaunga ki m ab wo nhi
    ek naya mitar hu
    Purani koi baat nhi
    Jubaa pr ek naya zikar hu
    Wo purani jeans aur purani deo nhi
    Ek naya itara hu
    Dikha toh dunga
    lekin
    tum muzme wo purana m dhundna mt chodna
    Beech beech me ab b m harkate ishq wali kr jaunga aur use dosti ka naam de kr tumhare bolne se phle un khaas lamho ko bhut aam kr dunga
    Tumhare sath kuch ghanto ko bol kr tumhare sath savere ko shaam kr dunga
    Aur is sab ko dosti bol bol kr ishq k naam kr dunga
    Tum samz nhi paogi ki kya ho rha h
    M tumhare jahan me bs jaunga
    M tumhare chain me bs jaunga
    Aur jb tum haar kr muze apne pass bula kr muzse puchogi ye kya ho rha h
    M samz nhi paa rhi hu
    Tb m tumhe tumhari bhasa me btaunga
    Aur tumhe hi dosti ka path padhaunga
    Beech beech me pyaar k purane lamho ka b zikar kr k
    Tumhe aur preshan kr dunga
    aur jb tumhare man me mere liye feeling aayegi na
    Tb shyad m ye dosti ka choga utar dunga
    Ye mera dil h koi memory card nhi ki
    Button dabaya aur formet kr dia
    Ki tumse door hue aur tumhe forget kr dia
    Kabhi tumhare ahsas h
    Toh kabhi tumhare aane ki aas h
    Kya chahti thi tum??
    Tumhe bhul jau?
    Ya tumhare ishq k jhule me jhul jau?
    Ye dosti agar tumhari majboori h toh
    rhne de
    Ye ishq b Konsa jaroori h
    Rhne de
    Ja ab meri b manjoori h
    nhi chaiye ab koi safai
    Rhne de
    Its over bol kr gye thi
    Its ok bol kr ja rha hu
    Aur ishq me jb koi chod kr jata h toh pta lagta h
    Aaj tum usi jangha ho
    Suno tum phir se ishq mt krna ye tumhare liye nhi h
    M ab nhi aunga hr roz tumse milne
    Ye tumhare liye sahi h
    Ishq aur jang me sab jayez h
    Aur ishq k baad jang ki h
    Toh is jang me humne b satranj ki chaal chali h
    Shyad muze pr se tumhare jane k baad koi buri nazar tali h
    Jakham ghra tha dil pr aur chehre pr hasi thi
    Kyoki jb m tumhe sache ahsaan btaye the tb tum inpr hasi thi
    Kyoki sache ahsaas ki sache ashuo ki kadar nhi thi
    Abhi toh is jang me aage bhut kuch h kyoki ab hum same feelings k sath khade h
    Jo muze mila tha wohi aaj tum mahsoos kr rhi ho
    7 min
  • Pyaar me dosti ka Choga

About Pyaar Vyapaar By GauravJPSharma

From the publisher's feed

This is about gold diggers girls and these are from upcoming book The Heart full of Tears by GauravJPSharma