
Sign up to save your podcasts
Or


The post 25091909 – Afeef ki tareef bata dein? appeared first on Ashabulhadith.
The post 25091906 – Namaz mein qiyam ki haalat mein haath kahan bandhe? Kuch ulama kehte hain seene par, kuch ise makrooh kehte hain. Hadees Nabawi ki roshni mein aur ijma e salaf ka sahih tareeqa kya hai? appeared first on Ashabulhadith.
The post 25091907 – Sheikh sahab aurat ke liye awwal waqt kaun sa hoga? Kyunke mardon ki bajamaat namaz to der se shuru hoti hai na. To aksar is se pehle awwal waqt shuru ho chuka hota hai. Phir is hisaab se auratein mardon se zyada jaldi padh leti hain namaz. To ye jayez hoga? appeared first on Ashabulhadith.
The post 25091908 – Aap ne bataya ke Tirmizi ki riwayat mein hai ke agar koi chauthi baar sharab piye to use qatl kar do. Lekin is hadees par amal nahi kiya gaya. Sawaal hai ke kyon nahi amal kiya gaya? Aur kya Sahaba Karam radiyallahu anhum ajmaeen ke daur e hukoomat mein bhi amal nahi hua? appeared first on Ashabulhadith.
The post 25091905 – Ghar se nikalte waqt kaun se paon se bahar nikalna Sunnat hai aur daakhil hona kis paon se? Aur isi tarah masjid aur toilet ke bare mein bhi. Mujhe daleel dijiye. Ek baar phir main wazeh kar doon ke maine in jagahon ke bare mein daleel mangi hai ke kis paon se bahar aana aur andar jana hai. appeared first on Ashabulhadith.
The post 25091902 – Mera sawal hai ke aksar hafiza behnen shadi ke baad bachon aur ghar ki zimmedariyon mein Quran Pak bhool jaati hain. To is par kya gunah hai? Aur agar koi isi haalat mein mar jaye to kya azaab hoga? Aur Quran Pak ko yaad rakhne ka tareeqa bhi batayein appeared first on Ashabulhadith.
The post 25091904 – Maut se kitni der pehle Maut ka farishta insaan ke paas aata hai? appeared first on Ashabulhadith.
The post 25091901 – Hypnotize karne ka kya hukm hai? Aur kya ye haqeeqat mein maujood hai? appeared first on Ashabulhadith.
The post 24030805 – Hum jo mukhtalif sabit shuda azkaar karte hain us sey hum shaytan se Allah ki panah mein aate hain. Kya iske liye paak hona shart hai? Agar koi mard napaak hai ya aurat haiz ya nifaas ki haalat mein hai to kya woh shaytan se panah mein nahin aayengi? appeared first on Ashabulhadith.
The post 24120601 – Hamaare yahaan par baaz ladkiyaan baahar nikalte waqt hijaab ke naam par sirf dupatta leti hain, to baaz sirf scarf pehanti hain. Baaz burqa pehanti hain to chehra khula rakhti hain. To baraye meherbaani bataayein ke ladkiyon ke liye baahar nikalte waqt unka hijaab kaisa hona chahiye? appeared first on Ashabulhadith.