
Sign up to save your podcasts
Or


Apne premika ya premi se aapka sawal jawabo ka silsila to chalte hi rahta hoga. Lekin agar aap aise hi pyar bhare sawalo ko yin Sawal Shayari ke jariye, Mannali ji inki aawaz me sunkar apne sathi se puchoge to uska asar jyada hoga.
Voice-Over:
Website post link:
Here, you will find the best Bhima Koregaon Status In Marathi. Inspirational Battle of Koregaon is provided by a collection which is collected from the great writer and engineer Mr Santosh Salve of team Shayari Sukun and from other famous writers.
Voice-Over:
Website post link:
Jab pyar mohabbat me humse koi ruth jaaye, tab unhe manana bhi kalaa hoti hai. Agar hum unhe yin Manane Wali Shayari ke jariye, Sachine ji inki aawaz me sunkar manayenge to wo jaldi se maan jayenge.
Voice-Over:
Website post link:
Dil ki arzoo aise hoti hai ke hume koi aisa sathi mile jo humesha humse pyar kare, humari dekhbhaal kare aur humare sabhi jazbaato ko bakhubi se samjhe. Aise hi dil ki khwahisho ko yis Khwahish Shayari ke jariye, Aditi inki pyari aawaz me sunkar aapke dil ko rahaat milegi.
Voice-Over:
Website post link:
Ek tarfa pyar ke dard ko bayaa karna itna aasan to nhi hota hai, lekin yis Ek Tarfa Pyar Shayari ko Bhawna ji inki behtreen aawaz me sunkar aapko apne one side love ki yaad jarur aayegi.
Voice-Over:
Website post link:
Wishing you all a merry Christmas! Agar aapko bhi apne yis khushiyon ke tyohar ko celebrate karna hai apne dosto evam parijono ke sath wishes share karna hai. To aapko ye Christmas Shayari ki behtreen peshkash ko Vanshika ji inki pyari aawaz me sunkar sabhi ke sath share karna chahiye.
Voice-Over & Script:
Website post link:
Jab aapko koi accha lagne lagta hai ya lagti hai tab aap apne dil ki baat sidhe taur se bata nahi sakte hai. Isiliye agar aap yin Crush Shayari ko Faraan inki aawaz me sunoge to aapko apne baat rakhne ke liye ek tarika aa jayega.
Voice-Over:
Website post link:
Ishq me apna sathi jab khudgarz yaani ke selfish ban jaaye tab apne dil ko behad dukh pohchta hai. Kyo ki ishq me to hum ek dusre ke liye jaan nisaar karne tak raazi hote hai. Aise hi khudgarzi ko Vanshika inki aawaz me sunkar aapko pyar me kuch naseehat jarur milegi
Voice-Over & Script:
Website post link:
Apne sathi ke chehre par muskan laana koi mushkil baat nahi hoti, bas hume wo tarika maloom hona chahiye. Agar aap bhi apne sathi ko muskurate huye dekhna chahte hai to aapko yin Muskan Shayari post ko Sonam ji inki khubsurat aawaz me sunkar apne sathi ke sath share karna chahiye.
Voice-Over:
Website post link:
Pyar mohabbat me zulm aur sitam sahana aur karna dono baat thik nhi hoti. Kyu ki jab mohabbat hai to zulm hona hi nhi chahiye. Aise hi zulmo par yin Zulmi Shayari ke jariye Deepti ji inhone apni dilkash aawaz me bakhubi se pesh kiya hai.
Voice-Over: Deepti
Website post link:
From the publisher's feed

17 Listeners

3 Listeners