SUNOH MERI JAAN WITH JOY

SUNOH MERI JAAN WITH JOY

By Joydiip GhoshEducationSelf-Improvement
Download on the App Store

SUNOH MERI JAAN WITH JOY episodes

  • Zindagi Ka Suitcase- Special Episode | A recap | The Motivational Podcast I #100

    "100 कहानियाँ, 100 सबक़, 100 बार आपके साथ चलकर यह पल आया है!"

    इस विशेष एपिसोड में, हम आपका आभार मानते हैं—उस प्यार, विश्वास और जज़्बे के लिए जिसने सुनो मेरी जान विथ जॉय  को एक आंदोलन बना दिया!

    ✨ इस एपिसोड में:

    • 99 यादगार एपिसोड्स से चुनी हुई कई कहानियों का ज़िक्र है जिसने आपको प्रेरित क्या है।(अरुणिमा सिन्हा, ऐनी फ्रैंक, बीथोवन, युसरा मार्दिनी और भी बहुत से हीरोज़ की गाथाएँ!)

    • आपके संदेशों से सजी भावुक पलों की झलक है —जब आपने बताया कि कैसे इन कहानियों ने आपकी ज़िंदगी बदल दी।

    • एक विशेष धन्यवाद है —क्योंकि आप ही हैं जिन्होंने इन कहानियों को ज़िंदा रखा!

    "हम सिर्फ़ कहानियाँ नहीं, उम्मीद बाँटते हैं। और यह सफ़र अभी बाकी है!"

    🎧 सुनिए, शेयर कीजिए, और बताइए—आपकी पसंदीदा सुनो मेरी जान कहानी कौन सी थी?

    #SunohMeriJaan #100Episodes #Inspiration #Gratitude

    Agar aapko yeh episode pasand aaye toh aap sabhi se main request karna chahunga ki aap is podcast ko like kar lein, download kar lein, ise rate bhi kar dein aur ise apne network mein sabhi ke saath share zaroor karein. Aapko yeh episode kaisa laga mujhe comment section mein likhkar ya poll ke zariye bataiyega zaroor!!

    Doston, is podcast ka maqsad hi ek dusre ki zindagi se seekhna hai, ek dusre se connect karna hai, ek dusre ka support banna hai. Aapke saath milkar ek aisi community banani hai jahan hum ek naye andaaz mein zindagi ko dekh sakein aur usey ek behtar tareekey se jee sakein.

    Toh, agar aap, aapki zindagi ke kisi bhi modh ke baarey mein discuss karna chahtey hain ya kuch bhi share karna chahtey hai to mujhe email zaroor kijiyega, mera email id hai⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠[email protected] ⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠

    Aur agar aap motivation ke baare mein, self-help ke baare mein aur janna chahtey hain ya aur content dekhna chahtey hain toh kindly mujhese Instagram par bhi judein, mera handle hai @sunohmerijaanwithjoy. Main yahan shero-shayri, nazm, ghazal, sangeet ya poetry se inspiration dhoondhe ki, prerit hone ki koshish karta hoon aur zindagi ko naye tareeke se jeene ke nuskhe talaashta hoon. Aap judhengey toh bahut accha lagega.

    Disclaimer:

    Yeh episode meri niji raai hai, mere jeevan ki seekh hai jo maine zindagi se haasil ki hai aur doosre successful logon ke nazariye se zindagi ko samjha hai. Mainey poori koshish ki hai ki aap ke samne jo bhi facts rakhoon woh sahi ho. Agar aapko kuch bhi galat lagey toh kindly mujhse share karein aur main immediately usko rectify karne ki poori koshish karunga!

    16 min
  • Zindagi Ka Suitcase- Power of Authenticity | Coco Chanel | The Motivational Podcast I #99

    Authenticity is everything! You have to wake up every day and look in the mirror, and you want to be proud of the person who's looking back at you. And you can only do that if you're being honest with yourself and being a person of high character. You have an opportunity every single day to write that story of your life.

    -Aaron Rodgers  

    Aur doston legendry fashion brand ke sansthapak, founder Coco Chanel ki zindagi Aaron Rodgers ke is quote ka jeeta jaagta sabot hai ki Authencity waqai mein sab kuch hai. Coco Chanel ne apni zindagi se yeh dikha diya ki agar aap authentic hain, agar aap original hain, toh aapko koi bhi taqaat aapko aapke manzil par pahuchne se rok nahi sakti hai.

    Toh aaiye, is extraordinary mahila ki yeh extraordinary kahani ko sunte hain aur usse yeh inspiration lete hain ki safalta ki koi umr nahi hoti agar hum mein originality ho, passion ho aur kabhi haar na maanne ka jazba ho!

    Agar aapko yeh episode pasand aaye toh aap sabhi se main request karna chahunga ki aap is podcast ko like kar lein, download kar lein, ise rate bhi kar dein aur ise apne network mein sabhi ke saath share zaroor karein. Aapko yeh episode kaisa laga mujhe comment section mein likhkar ya poll ke zariye bataiyega zaroor!!

    Doston, is podcast ka maqsad hi ek dusre ki zindagi se seekhna hai, ek dusre se connect karna hai, ek dusre ka support banna hai. Aapke saath milkar ek aisi community banani hai jahan hum ek naye andaaz mein zindagi ko dekh sakein aur usey ek behtar tareekey se jee sakein.

    Toh, agar aap, aapki zindagi ke kisi bhi modh ke baarey mein discuss karna chahtey hain ya kuch bhi share karna chahtey hai to mujhe email zaroor kijiyega, mera email id hai⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠[email protected] ⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠

    Aur agar aap motivation ke baare mein, self-help ke baare mein aur janna chahtey hain ya aur content dekhna chahtey hain toh kindly mujhese Instagram par bhi judein, mera handle hai @sunohmerijaanwithjoy. Main yahan shero-shayri, nazm, ghazal, sangeet ya poetry se inspiration dhoondhe ki, prerit hone ki koshish karta hoon aur zindagi ko naye tareeke se jeene ke nuskhe talaashta hoon. Aap judhengey toh bahut accha lagega.

    Disclaimer:

    Yeh episode meri niji raai hai, mere jeevan ki seekh hai jo maine zindagi se haasil ki hai aur doosre successful logon ke nazariye se zindagi ko samjha hai. Mainey poori koshish ki hai ki aap ke samne jo bhi facts rakhoon woh sahi ho. Agar aapko kuch bhi galat lagey toh kindly mujhse share karein aur main immediately usko rectify karne ki poori koshish karunga!


    17 min
  • Zindagi Ka Suitcase- Power of Courage | Liz Murray | The Motivational Podcast I #98

    "Tough time never lasts but tough people do." 
    -Dr. Norman Vincent Peale

    Aur doston Dr. Peale ke is quote ko saabit karte huye Liz Murray ne yeh dikha diya ki himmat woh foundation hai jis par aap duniya ke kisi bhi sapne ki neenv rakh sakte hain.
    Liz Murray ki zindagi woh masterclass hai jo humein sikhati hai ki agar hummein bure waqt mein himmat dikhane ka jazba hai toh humein duniya ki koi bhi hai taqaat hara nahi sakti hai!  

    Toh aaiye, Liz Murray ki is inspiring zindagi se inspiration lete hain aur zindagi ko ek naye tareeke se jeene ke liye khudko motivate karte hain!  

    Agar aapko yeh episode pasand aaye toh aap sabhi se main request karna chahunga ki aap is podcast ko like kar lein, download kar lein, ise rate bhi kar dein aur ise apne network mein sabhi ke saath share zaroor karein. Aapko yeh episode kaisa laga mujhe comment section mein likhkar ya poll ke zariye bataiyega zaroor!!

    Doston, is podcast ka maqsad hi ek dusre ki zindagi se seekhna hai, ek dusre se connect karna hai, ek dusre ka support banna hai. Aapke saath milkar ek aisi community banani hai jahan hum ek naye andaaz mein zindagi ko dekh sakein aur usey ek behtar tareekey se jee sakein.

    Toh, agar aap, aapki zindagi ke kisi bhi modh ke baarey mein discuss karna chahtey hain ya kuch bhi share karna chahtey hai to mujhe email zaroor kijiyega, mera email id hai⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠[email protected] ⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠

    Aur agar aap motivation ke baare mein, self-help ke baare mein aur janna chahtey hain ya aur content dekhna chahtey hain toh kindly mujhese Instagram par bhi judein, mera handle hai @sunohmerijaanwithjoy. Main yahan shero-shayri, nazm, ghazal, sangeet ya poetry se inspiration dhoondhe ki, prerit hone ki koshish karta hoon aur zindagi ko naye tareeke se jeene ke nuskhe talaashta hoon. Aap judhengey toh bahut accha lagega.

    Disclaimer:

    Yeh episode meri niji raai hai, mere jeevan ki seekh hai jo maine zindagi se haasil ki hai aur doosre successful logon ke nazariye se zindagi ko samjha hai. Mainey poori koshish ki hai ki aap ke samne jo bhi facts rakhoon woh sahi ho. Agar aapko kuch bhi galat lagey toh kindly mujhse share karein aur main immediately usko rectify karne ki poori koshish karunga!

    19 min
  • Zindagi Ka Suitcase- Power of Discipline | Kobe Bryant | The Motivational Podcast I #97

    "Success is no accident. It is hard work, perseverance, learning, studying, sacrifice and most of all, love of what you are doing or learning to do." 
    -Pele

    Aur doston yeh sub kuch discipline ke bina mumkin nahi hai. Disciple hi woh taqaat hai jisse hum apne sapno ko saakaar kar sakte hain jaisa ki Kobe Bryant ne kiya.

    Aaiye inspiration lete hain basketball ke ek GOAT se, ek aise player se jinhone discipline aur hardwork ki woh misaal dihai jisse bina inspire huye reh pana mumkin nahi hai! Vishv itihaas ke mahantam players mein se ek- Kobe Bryant ki zindagi woh masterclass hai jisse hum sabhi ko inspiration leni chahiye, discipline ka, hardwork ka, passion ka!   

    Agar aapko yeh episode pasand aaye toh aap sabhi se main request karna chahunga ki aap is podcast ko like kar lein, download kar lein, ise rate bhi kar dein aur ise apne network mein sabhi ke saath share zaroor karein. Aapko yeh episode kaisa laga mujhe comment section mein likhkar ya poll ke zariye bataiyega zaroor!!

    Doston, is podcast ka maqsad hi ek dusre ki zindagi se seekhna hai, ek dusre se connect karna hai, ek dusre ka support banna hai. Aapke saath milkar ek aisi community banani hai jahan hum ek naye andaaz mein zindagi ko dekh sakein aur usey ek behtar tareekey se jee sakein.

    Toh, agar aap, aapki zindagi ke kisi bhi modh ke baarey mein discuss karna chahtey hain ya kuch bhi share karna chahtey hai to mujhe email zaroor kijiyega, mera email id hai⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠[email protected] ⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠

    Aur agar aap motivation ke baare mein, self-help ke baare mein aur janna chahtey hain ya aur content dekhna chahtey hain toh kindly mujhese Instagram par bhi judein, mera handle hai @sunohmerijaanwithjoy. Main yahan shero-shayri, nazm, ghazal, sangeet ya poetry se inspiration dhoondhe ki, prerit hone ki koshish karta hoon aur zindagi ko naye tareeke se jeene ke nuskhe talaashta hoon. Aap judhengey toh bahut accha lagega.

    Disclaimer:

    Yeh episode meri niji raai hai, mere jeevan ki seekh hai jo maine zindagi se haasil ki hai aur doosre successful logon ke nazariye se zindagi ko samjha hai. Mainey poori koshish ki hai ki aap ke samne jo bhi facts rakhoon woh sahi ho. Agar aapko kuch bhi galat lagey toh kindly mujhse share karein aur main immediately usko rectify karne ki poori koshish karunga!

    19 min
  • Zindagi Ka Suitcase- Power of Grit | Gabriel Garcia Marqeuz | The Motivational Podcast I #96

    "It is not true that people stop pursuing dreams because they grow old, they grow old because they stop pursuing dreams."- Gabriel Garcia Marquez

    Aur doston Gabriel ji ne bhi sapno ka aise hi peecha kiya. Apne sapno ko kabhi give up nahi kiya aur aakhirkaar unkaGrit, unka perseverance unhe us makaam par le aaya jo poori duniya mein kuch gine chune logon ko hi naseeb hota hai!

    Aaiye inspiration lete hain vishv itihaas ke gine chune lekhakon mein se ek- Gabriel Garcia Marquez ji ki bemisaalzindagi se!  

    Agar aapko yeh episode pasand aaye toh aap sabhi se main request karna chahunga ki aap is podcast ko like kar lein, download kar lein, ise rate bhi kar dein aur ise apne network mein sabhi ke saath share zaroor karein. Aapko yeh episode kaisa laga mujhe comment section mein likhkar ya poll ke zariye bataiyega zaroor!!

    Doston, is podcast ka maqsad hi ek dusre ki zindagi se seekhna hai, ek dusre se connect karna hai, ek dusre ka support banna hai. Aapke saath milkar ek aisi community banani hai jahan hum ek naye andaaz mein zindagi ko dekh sakein aur usey ek behtar tareekey se jee sakein.

    Toh, agar aap, aapki zindagi ke kisi bhi modh ke baarey mein discuss karna chahtey hain ya kuch bhi share karna chahtey hai to mujhe email zaroor kijiyega, mera email id hai⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠[email protected] ⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠

    Aur agar aap motivation ke baare mein, self-help ke baare mein aur janna chahtey hain ya aur content dekhna chahtey hain toh kindly mujhese Instagram par bhi judein, mera handle hai @sunohmerijaanwithjoy. Main yahan shero-shayri, nazm, ghazal, sangeet ya poetry se inspiration dhoondhe ki, prerit hone ki koshish karta hoon aur zindagi ko naye tareeke se jeene ke nuskhe talaashta hoon. Aap judhengey toh bahut accha lagega.

    Disclaimer:

    Yeh episode meri niji raai hai, mere jeevan ki seekh hai jo maine zindagi se haasil ki hai aur doosre successful logon ke nazariye se zindagi ko samjha hai. Mainey poori koshish ki hai ki aap ke samne jo bhi facts rakhoon woh sahi ho. Agar aapko kuch bhi galat lagey toh kindly mujhse share karein aur main immediately usko rectify karne ki poori koshish karunga!

    19 min
  • Zindagi Ka Suitcase- Power of Determination | Maria Lorena Ramirez | The Motivational Podcast I #95

    "Success is no accident. It is hard work, perseverance, learning, studying, sacrifice, and most of all, love for what you are doing,"- Pele.

    Is hafte Sunoh Meri Jaan with Joy par, hum aapke liye le kar aaye hain Maria Lorena Ramirez ki prernaadayak kahani, ek Tarahumara daudne wali jo Mexico ke garib gaon se uthkar duniya mein determination aur simplicity ki misaal ban gayi.

    Apne gaon ke khatarnak raston par nange paon daudne wali Maria ne sabko dikhaaya ki asli taqat mehnat aur lagan meinhai. Ultramarathon jeetne se lekar global brands ke offers ko thukrane tak, Maria ne apni jaddon se judkar yeh sabak diya ki sachchi safalta wahi hai jo aapko apne asli rang mein jeene de. Is emotional aur motivational episode mein suniye, kaise Maria ki lagan ne har seema ko paar kiya aur humein apne sapno ko haqeeqat mein badalne ki prerna di. Unki kahani aapko yaad dilayegi: "Manzil unhi ko milti hai, jinke sapnon mein jaan hoti hai."

    Agar aapko yeh episode pasand aaye toh aap sabhi se main request karna chahunga ki aap is podcast ko like kar lein, download kar lein, ise rate bhi kar dein aur ise apne network mein sabhi ke saath share zaroor karein. Aapko yeh episode kaisa laga mujhe comment section mein likhkar ya poll ke zariye bataiyega zaroor!!

    Doston, is podcast ka maqsad hi ek dusre ki zindagi se seekhna hai, ek dusre se connect karna hai, ek dusre ka support banna hai. Aapke saath milkar ek aisi community banani hai jahan hum ek naye andaaz mein zindagi ko dekh sakein aur usey ek behtar tareekey se jee sakein.

    Toh, agar aap, aapki zindagi ke kisi bhi modh ke baarey mein discuss karna chahtey hain ya kuch bhi share karna chahtey hai to mujhe email zaroor kijiyega, mera email id hai⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠[email protected] ⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠

    Aur agar aap motivation ke baare mein, self-help ke baare mein aur janna chahtey hain ya aur content dekhna chahtey hain toh kindly mujhese Instagram par bhi judein, mera handle hai @sunohmerijaanwithjoy. Main yahan shero-shayri, nazm, ghazal, sangeet ya poetry se inspiration dhoondhe ki, prerit hone ki koshish karta hoon aur zindagi ko naye tareeke se jeene ke nuskhe talaashta hoon. Aap judhengey toh bahut accha lagega.

    Disclaimer:

    Yeh episode meri niji raai hai, mere jeevan ki seekh hai jo maine zindagi se haasil ki hai aur doosre successful logon ke nazariye se zindagi ko samjha hai. Mainey poori koshish ki hai ki aap ke samne jo bhi facts rakhoon woh sahi ho. Agar aapko kuch bhi galat lagey toh kindly mujhse share karein aur main immediately usko rectify karne ki poori koshish karunga!

    17 min
  • Zindagi Ka Suitcase- Power of Humanity | Chiune Sugihara | The Motivation Podcast I #94

    “In spite of everything, I still believe that people are really good at heart.”― Anne Frank

    Aur Chiune Sugihara ji ki zindagi Anna Frank ke quote ka ek umda saboot hai. Unki sanvedansheelta se, unke humdardi bhare jazbe ki wajah aaj lakhon se bhi zyada jews saans le rahe hain! Ek insaan ka itna badha impact bahut hi rarehai vishv ithihaas mein!

    Aiye is adbhut kahani ko sunte hain aur inspire hote hain humanity ko charon taraf failaane ke liya, kindness ko apni zindagi mein apnane ke liye!

    Agar aapko yeh episode pasand aaye toh aap sabhi se main request karna chahunga ki aap is podcast ko like kar lein, download kar lein, ise rate bhi kar dein aur ise apne network mein sabhi ke saath share zaroor karein. Aapko yeh episode kaisa laga mujhe comment section mein likhkar ya poll ke zariye bataiyega zaroor!!

    Doston, is podcast ka maqsad hi ek dusre ki zindagi se seekhna hai, ek dusre se connect karna hai, ek dusre ka support banna hai. Aapke saath milkar ek aisi community banani hai jahan hum ek naye andaaz mein zindagi ko dekh sakein aur usey ek behtar tareekey se jee sakein.

    Toh, agar aap, aapki zindagi ke kisi bhi modh ke baarey mein discuss karna chahtey hain ya kuch bhi share karna chahtey hai to mujhe email zaroor kijiyega, mera email id hai⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠[email protected] ⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠

    Aur agar aap motivation ke baare mein, self-help ke baare mein aur janna chahtey hain ya aur content dekhna chahtey hain toh kindly mujhese Instagram par bhi judein, mera handle hai @sunohmerijaanwithjoy. Main yahan shero-shayri, nazm, ghazal, sangeet ya poetry se inspiration dhoondhe ki, prerit hone ki koshish karta hoon aur zindagi ko naye tareeke se jeene ke nuskhe talaashta hoon. Aap judhengey toh bahut accha lagega.

    Disclaimer:

    Yeh episode meri niji raai hai, mere jeevan ki seekh hai jo maine zindagi se haasil ki hai aur doosre successful logon ke nazariye se zindagi ko samjha hai. Mainey poori koshish ki hai ki aap ke samne jo bhi facts rakhoon woh sahi ho. Agar aapko kuch bhi galat lagey toh kindly mujhse share karein aur main immediately usko rectify karne ki poori koshish karunga!

    16 min
  • Zindagi Ka Suitcase- Power of Kindness | Hannah Taylor | The Motivation Podcast I #93

    "Kind words can be short and easy to speak, but their echoes are truly endless."
    - Mother Teresa

    Aur Hannay Taylor ne sirf 6 saal ki hi umr mein Mother Teresa ke in shobdon ko sach kar dikhaya. Unke pyaar bharedil ne, empathy se bhare din ne, kindness se bhare dil ne anginat logon ki zindagiyaan badal di.

    Aiye sunte hain ek choti si bacchii ki bemisaal kahani, jise sunnkar inspire huye bina rehna namumkin hai.

    Agar aapko yeh episode pasand aaye toh aap sabhi se main request karna chahunga ki aap is podcast ko like kar lein, download kar lein, ise rate bhi kar dein aur ise apne network mein sabhi ke saath share zaroor karein. Aapko yeh episode kaisa laga mujhe comment section mein likhkar ya poll ke zariye bataiyega zaroor!!

    Doston, is podcast ka maqsad hi ek dusre ki zindagi se seekhna hai, ek dusre se connect karna hai, ek dusre ka support banna hai. Aapke saath milkar ek aisi community banani hai jahan hum ek naye andaaz mein zindagi ko dekh sakein aur usey ek behtar tareekey se jee sakein.

    Toh, agar aap, aapki zindagi ke kisi bhi modh ke baarey mein discuss karna chahtey hain ya kuch bhi share karna chahtey hai to mujhe email zaroor kijiyega, mera email id hai⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠[email protected] ⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠

    Aur agar aap motivation ke baare mein, self-help ke baare mein aur janna chahtey hain ya aur content dekhna chahtey hain toh kindly mujhese Instagram par bhi judein, mera handle hai @sunohmerijaanwithjoy. Main yahan shero-shayri, nazm, ghazal, sangeet ya poetry se inspiration dhoondhe ki, prerit hone ki koshish karta hoon aur zindagi ko naye tareeke se jeene ke nuskhe talaashta hoon. Aap judhengey toh bahut accha lagega.

    Disclaimer:

    Yeh episode meri niji raai hai, mere jeevan ki seekh hai jo maine zindagi se haasil ki hai aur doosre successful logon ke nazariye se zindagi ko samjha hai. Mainey poori koshish ki hai ki aap ke samne jo bhi facts rakhoon woh sahi ho. Agar aapko kuch bhi galat lagey toh kindly mujhse share karein aur main immediately usko rectify karne ki poori koshish karunga!

    13 min
  • Zindagi Ka Suitcase- Power of Humanity | Yusra Mardini | The Motivation Podcast I #92

    “It’s easier to take than to give. It’s nobler to give than to take. The thrill of taking lasts a day. The thrill of giving lasts a lifetime."

    - Joan Marques

    Doston agar aap mujhse poochein ki iss zindagi mein sabse noble cheez kiya hai toh main be jhijhak kahunga ki apni zindagi ki parvah na karte huye doosron ki jaan bachane se zyada noble kuch bhi nahi ho sakta hai aur Yusra Mardini isi liye meri Role Model hain. Ek teenager jisne nissarth hokar duston ko bachane ke liye apni jaan ki baazi laga di!

    Aiye sunte hain ek lajawaab insaan ki ek behad hi inspiring kahani, ek aisi kahani jisse hum sabhi ko inspiration leni chahiye.

    Agar aapko yeh episode pasand aaye toh aap sabhi se main request karna chahunga ki aap is podcast ko like kar lein, download kar lein, ise rate bhi kar dein aur ise apne network mein sabhi ke saath share zaroor karein. Aapko yeh episode kaisa laga mujhe comment section mein likhkar ya poll ke zariye bataiyega zaroor!!

    Doston, is podcast ka maqsad hi ek dusre ki zindagi se seekhna hai, ek dusre se connect karna hai, ek dusre ka support banna hai. Aapke saath milkar ek aisi community banani hai jahan hum ek naye andaaz mein zindagi ko dekh sakein aur usey ek behtar tareekey se jee sakein.

    Toh, agar aap, aapki zindagi ke kisi bhi modh ke baarey mein discuss karna chahtey hain ya kuch bhi share karna chahtey hai to mujhe email zaroor kijiyega, mera email id hai⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠[email protected] ⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠

    Aur agar aap motivation ke baare mein, self-help ke baare mein aur janna chahtey hain ya aur content dekhna chahtey hain toh kindly mujhese Instagram par bhi judein, mera handle hai @sunohmerijaanwithjoy. Main yahan shero-shayri, nazm, ghazal, sangeet ya poetry se inspiration dhoondhe ki, prerit hone ki koshish karta hoon aur zindagi ko naye tareeke se jeene ke nuskhe talaashta hoon. Aap judhengey toh bahut accha lagega.

    Disclaimer:

    Yeh episode meri niji raai hai, mere jeevan ki seekh hai jo maine zindagi se haasil ki hai aur doosre successful logon ke nazariye se zindagi ko samjha hai. Mainey poori koshish ki hai ki aap ke samne jo bhi facts rakhoon woh sahi ho. Agar aapko kuch bhi galat lagey toh kindly mujhse share karein aur main immediately usko rectify karne ki poori koshish karunga!

    20 min
  • Zindagi Ka Suitcase- Power of Resilience | Sudheer Rajbhar | The Motivational Podcast I #91

     “A good half of the art of living is resilience.”
    ― Alain de Botton

    Aur Doston, Sudheer Rajbhar ji ne is quote ko sach sabit karke dikha diya. Mumbai ke Dharavi slum se ek global fashion brand banana koi mazaak nahi aur khaaskar jab aapne apne brand ka naam Chamar rakha ho!
    Aiye jaante hain is behad he inspiring founder ki ek behad hi dilchasp brand ki kahani ke baare mein jisse hum sabhi ko inspiration leni chahiye.

    Agar aapko yeh episode pasand aaye toh aap sabhi se main request karna chahunga ki aap is podcast ko like kar lein, download kar lein, ise rate bhi kar dein aur ise apne network mein sabhi ke saath share zaroor karein. Aapko yeh episode kaisa laga mujhe comment section mein likhkar ya poll ke zariye bataiyega zaroor!!

    Doston, is podcast ka maqsad hi ek dusre ki zindagi se seekhna hai, ek dusre se connect karna hai, ek dusre ka support banna hai. Aapke saath milkar ek aisi community banani hai jahan hum ek naye andaaz mein zindagi ko dekh sakein aur usey ek behtar tareekey se jee sakein.

    Toh, agar aap, aapki zindagi ke kisi bhi modh ke baarey mein discuss karna chahtey hain ya kuch bhi share karna chahtey hai to mujhe email zaroor kijiyega, mera email id hai ⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠[email protected] ⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠⁠

    Aur agar aap motivation ke baare mein, self-help ke baare mein aur janna chahtey hain ya aur content dekhna chahtey hain toh kindly mujhese Instagram par bhi judein, mera handle hai @sunohmerijaanwithjoy. Main yahan shero-shayri, nazm, ghazal, sangeet ya poetry se inspiration dhoondhe ki, prerit hone ki koshish karta hoon aur zindagi ko naye tareeke se jeene ke nuskhe talaashta hoon. Aap judhengey toh bahut accha lagega.

    Disclaimer:

    Yeh episode meri niji raai hai, mere jeevan ki seekh hai jo maine zindagi se haasil ki hai aur doosre successful logon ke nazariye se zindagi ko samjha hai. Mainey poori koshish ki hai ki aap ke samne jo bhi facts rakhoon woh sahi ho. Agar aapko kuch bhi galat lagey toh kindly mujhse share karein aur main immediately usko rectify karne ki poori koshish karunga!

    15 min

About SUNOH MERI JAAN WITH JOY

From the publisher's feed

Life is a journey filled with challenges, experiences and mysteries. For a meaningful journey, we all need to pack our luggage judiciously.