Tafseer-e-Quran by Mufti Tariq Masood

Tafseer-e-Quran by Mufti Tariq Masood

Download on the App Store

Tafseer-e-Quran by Mufti Tariq Masood episodes

  • Tafseer-e-Quran Class #519 (Surah Muhammad Rukoo #03/04) | Mufti Tariq Masood Speeches

    (0:00) Intro

    (0:27) Jihad ki aayaat nazil hone par momin vs munafiq ka farq

    (2:35) Munafiq ka zubani dawa — amal zero

    (3:14) Tafseer dars ki khoobi

    (4:08) Munafiq ki nishani

    (4:52) Jihad ki targheeb ki wajah

    (5:57) Ghair Muslim mulkon mein kam fasad, Islami mulkon mein zyada — wajah

    (7:06) Waqia — 16 saala larki ke saath zulm

    (7:43) Europe mein insani huqooq ka da‘wa

    (8:44) Gaza mein zulm aur be-hissi

    (9:23) Molana Ashraf Ali Thanvi (RA) ka qoul

    (9:41) Africa ka haal

    (10:05) Europe mein rishton ki be-hurmati

    (11:09) Nikah ki targheeb ki wajah

    (11:37) Sakht dil log

    (13:14) Munafiqin ke double standards

    (14:36) Munafiq ki ruswa maut aur aamaal ka zaya hona

    (15:33) Surah Muhammad Ruku 04 ka lafzi tarjuma (with grammar)

    (23:13) Munafiqin ko Allah ki dhamki

    (25:25) Munafiqin ki pehchan ka tareeqa

    (26:43) Sachay aashiq vs jhootay bid‘ati

    (27:54) Daulatmand ho kar ghareebon jaisa libaas — nifaq ki alamat

    (29:15) Jihad — momin aur munafiq mein farq ka meyar

    (31:06) Deen ka kaam — Allah ko pasand

    (31:46) Kuffar ke aamaal — be-asar (raakh jaisay)

    (31:59) Musalman ke aamaal zaya hone ki wajah

    (33:09) Kuffar se sulah ki sharaait

    (36:13) Musalman ke sath Allah ki madad

    (36:41) Jihad mein sab se badi rukawat — jaan aur maal

    (38:47) Bukhl (kanjoosi) ka masla

    (40:30) Sadqa mein kanjoosi karne wala

    (41:08) Maal se jihad na karne ka anjaam

    (41:51) Rafziyon ke sahaba (RA) par aitraaz ka zikr

    (42:57) Surah Muhammad ka khulasa

    (43:41) Dua

    Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

    44 min
  • Tafseer-e-Quran Class #518 (Surah Muhammad Rukoo #2/3) | Mufti Tariq Masood Speeches

    (0:00) Intro

    (0:25) Kafir ka janwaron ki tarah khana aur duniya ki laghwiyat

    (4:48) Nabi (SAW) ko nikalne walay taqatwar logon ka anjaam

    (5:34) Achha vs bura — burai ko achhai ka label dene walay barabar nahi ho sakte

    (8:12) Jannat ki ne’matein — doodh, sharab aur shehad ki nehrain

    (13:46) Kafir aur janwar mein farq na rehna (rawayya ke lihaz se)

    (15:20) Madinah ke munafiqeen ka haal — Nabi (SAW) ki majlis mein

    (19:48) Sahaba (RA) ka haal — Nabi (SAW) ki majlis mein

    (21:44) Qayamat ki nishaniyan

    (24:56) Nabi (SAW) aur momineen ke liye khushkhabri

    (28:18) Surah Muhammad Ruku 03 ka lafzi tarjuma (with grammar)

    (40:14) Dua

    Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

    41 min
  • Tafseer-e-Quran Class #517 (Surah Muhammad Rukoo #1/2) | Mufti Tariq Masood Speeches

    (0:00) Intro

    (0:16) Nabi (SAW) ka naam Qur’an mein 5 martaba

    (3:15) Surah Muhammad Ruku 01 ka lafzi tarjuma (with grammar)

    (11:25) Kafir vs Musalman — imaan ek badi ne’mat

    (14:30) Kafir ki nekian — be-asar kyun

    (15:53) Musalman par Allah ki rehmat ki wajah

    (17:02) Maidan-e-jang mein kuffar ke sath muamla

    (20:15) Jihad — Musalman ki pehchan

    (22:27) Jihad kab tak jari rahega — hadith ki roshni mein

    (23:03) Jihad mein shahadat ke darjaat

    (24:32) Deen ke kaam ki fazilat — jihad ki targheeb

    (26:17) Nabi (SAW) ka farman

    (26:44) Deen ke kaam mein Allah ki madad — kam amal ka bada natija, sabr ki taufeeq

    (27:14) Aaj kuffar ka ghalba kyun

    (29:04) Allah ki madad momineen ke sath hai

    (30:10) Surah Muhammad Ruku 02 ka lafzi tarjuma (with grammar)

    (39:55) Dua

    Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

    40 min
  • Tafseer-e-Quran Class #516 (Surah Ahqaf Rukoo #03/04) | Mufti Tariq Masood Speeches

    (0:00) Intro

    (0:14) Hazrat Hood (AS) ka qaum-e-Aad ko daraana

    (1:40) Tauheed — bunyadi mauzu

    (2:34) Qabar parasti ka rad

    (4:11) Tauheed ki dawat par qaum ka jawab

    (5:02) Hazrat Hood (AS) ka jawab — hatt dharam qaum ko

    (7:37) Taqatwar qaum ki tabahi — tez hawa se

    (10:23) Technology aur quwwat ke bawajood takabbur ka anjaam

    (12:19) Surah Ahqaf Ruku 04 ka lafzi tarjuma (with grammar)

    (20:07) Aisi ibadat jo Jahannum ka sabab ban jati hai

    (22:25) Jinnat ka Qur’an sun kar tasur — Masjid-e-Jinn ka waqia

    (27:23) Murdo ko dobara zinda karne par Allah ki qudrat

    (29:03) Surah ka ikhtitam — Nabi (SAW) ko sabr ki talqeen (azm walay peghambaron ki misaal)

    (35:20) Azaab dekh kar nafarmanon ki halat

    (36:08) Itmam-e-hujjat ke baad fasiqon ka anjaam

    (37:30) Dua

    Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

    38 min
  • Tafseer-e-Quran Class #515 (Surah Ahqaf Rukoo #2/3) | Mufti Tariq Masood Speeches

    (0:00) Intro

    (0:16) Pregnancy aur doodh pilane ki muddat ke ahkaam

    (2:33) Maa ki 3 takleefain — bachay ke liye

    (3:37) Doodh pilane ki ujrat ke ahkaam

    (4:01) Doodh chhuranay ki muddat (6 mah)

    (5:53) Imam Abu Hanifa (RA) ke fatway par aitraaz ka jawab

    (6:31) 40 saal — quwwat ki inteha, us ke baad zawaal ka aaghaz

    (7:28) 40 saal ko kamil jawani kyun kaha jata hai

    (8:27) 40 ke baad akhlaqi buraiyan zyada sangin jurm kyun

    (11:31) 40 ke baad 3 fikrein — aakhirat, walidain, aulaad

    (14:12) Shukar ki takmeel — imaan, amal-e-salih, walidain ke liye dua

    (17:12) Naik logon ka walidain aur aulaad se mazboot ta’alluq

    (19:02) Aankhon ki thandak wali aulaad/azwaj ki dua

    (19:14) Khush naseeb logon ki nishani aur Qayamat ka ajr

    (21:18) Bad naseeb logon ki nishani aur Qayamat ki saza

    (25:16) Nafarman aulaad ka anjaam

    (27:52) Jaza aur saza ka daromadar — aamaal

    (29:41) Duniya mein haram lutf uthane walon ka anjaam

    (32:23) Surah Ahqaf Ruku 03 ka lafzi tarjuma (with grammar)

    (40:02) Dua

    Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

    41 min
  • Tafseer-e-Quran Class #514 (Surah Ahqaf Rukoo #02) | Mufti Tariq Masood Speeches

    (0:00) Intro

    (0:16) Surah Ahqaf Ruku 02 ka lafzi tarjuma (with grammar)

    (12:49) Deen ki tabligh mein ameer aur ghareeb ki tafreeq nahi

    (16:08) Mushrikeen ke Nabi (SAW) aur Islam par aitraazat

    (17:34) Mulhideen ko Islam samajh na aane ki wajah

    (18:34) Bid‘atiyon ko jawab

    (19:54) Qur’an par aitraaz karne walon ka rad

    (21:20) Tauheed — Allah ka haq

    (22:42) Ita‘at — walidain ka haq

    (24:42) Maa ka haq aulaad par zyada kyun

    (25:47) Fiqhi masla: aulaad par baap ki ita‘at ka darja, walid ka dosti wala rawayya

    (32:06) Jamhur ki raye: 6 mahine pregnancy + 2 saal doodh pilana

    (33:07) Is raye par aitraaz ka jawab

    (35:07) 9 mahine pregnancy + taqreeban 2 saal doodh pilana

    (37:05) Imam Abu Hanifa (RA) ki raye

    (45:00) Fiqh Hanafi mein fatwa — jamhur ki raye par

    (46:18) Dua

    Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

    47 min
  • Tafseer-e-Quran Class #513 (Surah Jasia Rukoo #04 & Surah Ahqaf #01) | Mufti Tariq Masood Speeches

    (0:00) Intro

    (0:29) Surah Jasia Ruku 04 ka lafzi tarjuma (with grammar)

    (9:17) Qayamat ke din insaan ki halat

    (12:30) Lauh-e-Mehfooz ki haqeeqat

    (13:38) Qayamat ke din insaan se hone wala sawal

    (16:30) Qayamat ka inkar karne walay mutakabbir

    (17:56) Duniya mein Allah ko bhoolne walon ka Qayamat mein haal

    (20:36) Allah ki aayaat ka mazaq udate walon ka anjaam

    (21:46) Duniya ki zindagi — dhoky ka ghar

    (23:44) Surah ka ikhtitam — Allah ki kibriyai aur hikmat

    (25:01) “Ahqaf” ka matlab

    (25:23) Surah Ahqaf Ruku 01 ka lafzi tarjuma (with grammar)

    (33:08) Aqeeda-e-Aakhirat Aur Aqeeda-e-Tauheed ke dalaail

    (41:28) Nabi (SAW) par lagaye gaye ilzamat ka jawab

    (45:30) Qur’an par imaan lane walay

    (48:43) Dua

    Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

    49 min
  • Tafseer-e-Quran Class #512 (Surah Jasia Rukoo #2/3) | Mufti Tariq Masood Speeches

    (0:00) Intro

    (0:17) Makki surahon ka bunyadi mauzu

    (3:01) Samandar ke zariye tijarat ke faiday

    (3:45) Insaniyat ki meraj — asal bulandi kya hai

    (7:15) Insani zehan se bade kaam lena — Allah ki qudrat

    (8:55) Nabi (SAW) ko badla na lene ki talqeen — “Ayyamullah” ka mafhoom

    (12:05) Jahil se ulajhne ke bajaye kaam par focus

    (13:04) Focus ka faida

    (13:27) Firqon ki wajah — aapas ki zidd (Bani Israel ki misaal)

    (16:44) Ummat-e-Muslima ka mojooda haal — hadith ka misdaq

    (18:10) Nafs ka khatarnaak hamla — haqq ka label laga kar hawa-e-nafs ki pairwi

    (18:54) Haqq o batil ki jang qayamat tak jari

    (19:28) Nabi (SAW) ko shariat par qaim rehne ki talqeen

    (20:36) Ahl-e-imaan aur Nabi (SAW) ke liye Allah ki tasalli

    (21:39) Allah — naik logon ka dost

    (22:15) Qur’an ki rehmat ke mustahiq kaun

    (23:06) Qayamat ki zarurat — jaza o saza ke liye

    (26:17) Surah Jasia Ruku 03 ka lafzi tarjuma (with grammar)

    (32:49) Radd-e-ilhad ke dalaail — insani qawaneen vs Allah ke qawaneen

    (46:22) Dua

    Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

    47 min
  • Tafseer-e-Quran Class #511 (Surah Ad-Dukhan Ruko #03 & Surah Jasia #01) | Mufti Tariq Masood Speeches

    (0:00) Intro

    (0:29) Surah Dukhan Ruku 03 ka lafzi tarjuma (with grammar)

    (5:42) Zaqqoom ka darakht — kin Dozakhiyon ka khana

    (8:51) Takabbur — garam pani ke azaab ki wajah

    (11:31) Nabi (SAW) ka farman

    (11:49) Jannatiyon ka aish o aaram

    (13:42) Jannat ki sab se badi ne’mat

    (15:27) Surah ka ikhtitam — Nabi (SAW) ko tasalli

    (16:18) “Jasia” ka matlab

    (16:47) Surah Jasia Ruku 01 ka lafzi tarjuma (with grammar)

    (23:17) Sahih Bukhari: Hazrat Ayesha (RA) ki riwayat — Hawameem-e-Sab‘a ki fazilat

    (23:51) Insaan aur janwaron ki takhleeq — Allah ke wajood ki daleel

    (25:01) Janwaron ki documentaries mein dilchaspi

    (26:59) Kainaat ki nishaniyon se yaqeen hasil karne walay

    (29:27) Sab se bada jhoot aur gunah

    (33:02) Dardnaak azaab ke mustahiq kaun

    (35:40) Surah Jasia Ruku 02 ka lafzi tarjuma (with grammar)

    (42:14) Dua

    Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

    43 min
  • Tafseer-e-Quran Class #510 (Surah Ad-Dukhan Ruko #1/2) | Mufti Tariq Masood Speeches

    (0:00) Intro

    (0:28) Qur’an ke nuzool ki ibtida kab hui

    (3:43) Taqdeer ka falsafa

    (6:02) Khas dino ki barkaat — mukhtalif mumalik mein waqt ka farq

    (7:37) Lailatul Qadr mein faislay

    (8:23) Qur’an — Nabi (SAW) ke liye rehmat ya zehmat

    (13:44) “Dukhan” (dhuwan) ka matlab

    (16:08) Mushrikeen-e-Makkah par dhuwan ka azaab kab aaya

    (20:24) Firaun ka Bani Israel aur Hazrat Musa (AS) par zulm

    (24:48) Firaun ki saltanat ka gharq hona

    (28:34) Zameen aur aasman ke “ronay” ki haqeeqat

    (30:33) Surah Dukhan Ruku 02 ka lafzi tarjuma (with grammar)

    (36:12) Firaun ki halakat ke baad Bani Israel ko izzat kaise mili

    (38:23) Maut ke baad zindagi ke aqeede par mushrikeen ko jawab

    (39:40) Qaum-e-Tubba ka ta’aruf

    (40:59) Duniya banane ki hikmat

    (42:11) Tauheed parasti ka badla

    (43:15) Dua

    Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

    44 min

About Tafseer-e-Quran by Mufti Tariq Masood

From the publisher's feed

Tafseer-e-Quran by Mufti Tariq Masood

Complete Quran explained in Urdu with Arabic grammar, word-by-word breakdown, and deep Tafseer from Mufti Tariq Masood’s original lectures…