(0:00) Intro
(0:06) Darakhton se milne walay faiday; zaitoon, khajoor, anar, angoor mein Allah ki qudrat ki nishaniyan
(4:15) Kainaat mein yeh 5 cheezen Allah ke wajood ki daleel hain
(5:07) Raat aur din ka nizam
(5:15) Depressed nights in Europe
(5:34) Sooraj, chaand, sitaron ka nizam
(7:12) Kainaat mein bikhray huay rang
(8:24) Samandar ki taskheer (taskheer = insan ke liye kaam mein lagna)
(9:42) Samandar se machhli aur zevar ki nemat milna
(11:19) Masla; agar koi gosht na khane ki qasam uthaye to machhli khane se qasam nahi tootegi
(13:03) Samandari tijarat ka zariya; boats and ships
(14:53) Paharron aur daryon se zameen ka faida
(15:58) Pahari ilaqon mein rastay banana
(16:52) Door daraz jane ke liye simtain muqarrar hona
(17:53) Aasman par sitaron ka nizam
(18:59) Allah ka qanoon vs insano ka qanoon
(20:47) Allah ki sifat-e-rehem
(22:07) Dil mein guzarnay walay waswasay se waqif zaat = madad ke liye pukarne ke laaiq
(23:31) Murdon se madad mangne walay zaeef-ul-aitaqad log
(24:49) Ruku 03, Lafzi Tarjuma, Surah Nahl
(27:46) Shirk ki wajah = aakhirat ka tasawwur na hona
(31:40) Aik Isai se Mufti Sahab ka sawal
(33:09) Hatt dharram mushrikeen ka Qur’an ko puranay logon ke qissay/kahaniyan kehna
(34:35) Mushrikeen ko double azaab ki wajah
(36:33) Dua
Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.