
Sign up to save your podcasts
Or


Para No 9, Surah Al A’raf, Rukoo #09 Tafseer
(0:00) Intro
(0:09) Surah A‘raaf, Ruku 09 ka Lafzi Tarjuma
(19:56) Fir‘auniyon ka apni qabiliyat par gharoor aur masaib ko Musa AS ki taraf phairna
(25:14) 8 bade azaab jo Fir‘auniyon par aaye
(25:56) Mandakon aur khoon ka azaab
(27:52) Fir‘auniyon ka Musa AS se azaab hatane ki dua karwana
(30:18) Fir‘auniyon ki hatt-dharmi par Allah ka inteqaam
(31:32) Kamzor log Mashriq aur Maghrib ke malik
(33:08) Arz-e-Sham aur Misr ki khoobiyan
(33:42) Bani Isra’il ke sabar ka badla aur Fir‘aun ki barbaadi
(34:20) Darya paar karne ke baad Bani Isra’il ki farmaaish par Musa AS ka jawab (Baitullah ki azmat ki wajah)
(38:22) Sift-e-iltafaat
(38:35) Bani Isra’il par Allah ke ehsan
(39:44) Dua
Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.
Para No 9, Surah Al A’raf, Rukoo #15 Tafseer
(0:00) Intro
(0:07) Da‘wa Ke Baad Mukarna = Fir‘auni Khaslat
(1:59) Fasaadi Logon Ki Aadat: Aib Talaash Karna
(3:58) Achhe Kaam Ki Tareef Karna, Chahe Ghair Muslim Hi Ho
(5:57) Society Ki Negativity Par Mufti Sahab Ka Afsos
(9:33) Doosron Ke Baare Mein Achha Gumaan: Qur’an o Hadith Se Sabit
(10:07) Jadu Ki Haqeeqat Par Ulama vs Ahl-e-Baatil Ka Concept
(13:20) Khaab Ki Ta‘beer Par Mufti Sahab Ke Ustad Ka Tahqeeqi Waqia (Hadith)
(17:11) Hinduism Aur Christianity Mein Magic vs Islami Concept
(18:15) Buzurgi Ka Khud-Saakhta Mayaar
(22:42) Dushman Ke Samne Jura’at
(24:30) Surah A‘raaf, Ruku 15 Ka Lafzi Tarjuma
(30:20) Fir‘aun Ke Darbar Ka Mashwara: Aurton Aur Bachon Ko Zinda Rakhna
(34:53) Bani Isra’il Ko Musa (AS) Ki Tasalli
(36:01) Bani Isra’il Ka Jawab Aur Musa (AS) Ki Dobara Tasalli
(36:53) Haqq-Parast Par “Dehshatgardi” Ki Stamp
(38:21) Anjaam Bakhair Kiska Hoga?
Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.
Para No 9, Surah Al A’raf Rukoo #14 Tafseer
(0:00) Intro
(0:08) About This Lecture
(0:26) Jadu kise kehte hain?
(5:19) Jadu ki iqsam (Types of Magic)
(6:58) Amazing related incident
(10:57) Dimagh ko capture karne ke tareeqe
(12:08) Qur’an ke zariye jadu?
(12:59) Amazing related incident
(16:00) 1–1.5 hours Qur’anic CDs ko specific frequency par sunwane wale “Mufti” ko Mufti Tariq Masood Sahab ne kaise trace kiya?
(19:54) Jinnat ke zariye jadu?
(23:14) Nabi ﷺ par jo jadu hua
(23:30) Mesmerism ka amazing incident
(25:45) Jadu ka asar kin logon par hota hai?
(26:16) Sawal: Nabi ﷺ aur Musa AS par mazboot willpower ke bawajood jadu ka asar kyun hua?
(28:28) Kya jadu se haqeeqat badli ja sakti hai?
(36:39) Jadu aur mojeza mein farq
(38:45) Khulasa
Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.
Para No 9, Surah Al A’raf Rukoo #14 Tafseer
(0:00) Intro
(0:05) Ruku 14 Lafzi Tarjuma, Surah A’araaf
(15:17) Waqia: Musa AS
(20:01) Firaun ka jadugaron ko lalach dekar Musa AS ko shikast dene ka faisla
(22:15) Sawal: Firaun ne Musa AS ko qatal ya jail kyun nahi kiya?
(24:07) Sift-e-injamad kya hoti hai?
(24:57) Mesmerism kya hai?
(26:12) Musa AS par jadu ka asar? Aur Allah ki tasalli
(27:24) Jadugaron ne madhosh ho kar sajda kyun kiya?
(29:48) Molana Ashraf Ali Thanvi RA ka tarjuma
(30:06) Be-ikhtiyari ki haalat kya hoti hai?
(32:50) Jadugaron ke imaan laane par Firaun ka muqabla noora kushti qarar dena
(34:29) Jab Firaun ne jadugaron ke qatal ka faisla kiya
(37:19) Jadugaron ne sabr ki baltiyaan undailne ki dua kyun ki?
Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.
Para No 9, Surah Al A’raf Rukoo #12–13 Tafseer
(0:00) Intro
(0:05) Ruku 12 Lafzi Tarjuma, Surah A’araaf
(6:04) Allah ki insano se shikayat
(6:44) Allah ki sunnat: atmam-e-hujjat
(12:04) Allah walon ka Allah ki planning se khauf
(15:10) Hadis
(15:42) Ehl-e-imaan ka rawayya aazmaishon mein
(17:09) Sooraj aur chaand ke gerhan par Nabi ﷺ ka tarz
(18:42) Corona pandemic se seekhne ka sabaq
(20:02) Mtm ka teachers ka concept
(21:07) Kafiron par azaab
(21:53) Ruku 13 Lafzi Tarjuma, Surah A’araaf
(30:07) Logon ke paas Allah ki baaton ke liye waqt nahi, baaqi sab fazooliyat ke liye hai
(32:29) Ikhtilaf mein zidd aur ana
(34:58) Allah se kiye huay agreements se roogardani
(35:40) Sabse zyada dohraya gaya waqia Qur’an mein: Musa AS aur Firaun
(36:26) Jab Musa AS Firaun ki taraf gaye
(37:28) Asaa-e-Musa aur Yad-e-Baiza ke mojezat (khabar-e-mutawatir = hujjat)
(39:32) Dua
Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.
Para No 9, Surah Al A’raf Rukoo #11 Tafseer
(0:00) Intro
(0:08) Ruku 11 Lafzi Tarjuma, Surah A’araaf
(10:50) Qaum-e-Shoaib AS ki sarkashi: nap tol mein kami karna
(14:07) Hazrat Shoaib AS ka qaum ko hidayat: nap tol mein imandari
(17:15) Obash logon ka raston par baithna aur nuqsan ki dhamki dena
(19:03) Deen mein qazi talash karna azli amal
(22:07) Qaum-e-Shoaib ki mazbooti: nasal barhne se
(23:26) Qaum ka Shoaib AS se sawaal
(23:52) Hazrat Shoaib AS ka jawab
(24:44) Mutakabbir sardaron ka radd-e-amal
(26:54) Shoaib AS ki tanbeeh
(28:18) Allah ka ilm har cheez par haawi
(29:46) Shoaib AS ki bezari aur bad-dua
(31:47) Sardaron ka qaum ko bad-dua se na darne ka kehna
(32:25) Phali-phooli qaum par azaab aur tabahi
(33:57) Shoaib AS ka murda qaum se khitaab
(34:40) Hadis
(35:06) Asbaaq-e-waqia
(36:44) Nap tol mein kami = Allah ke haq ki talfi
(37:40) Andhi aqeedat ki aaankh aur atmam-e-hujjat par afsos
(38:50) Dua
Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.
Para No 9, Surah Al A’raf Rukoo #9–10 Tafseer
(0:00) Intro
(0:09) Ruku 09 Lafzi Tarjuma, Surah A’araaf
(9:24) Qaum-e-Aad ki sarkashi (Irum ki aulaad = Aad-e-Oola + Aad-e-Ukhraa)
(11:11) Aqeedah mein ghulu (extremism) = har burai ki jarr
(14:32) Hood AS ki dawat aur qaum ke sardaron ka takabbur
(15:16) Hazrat Hood AS ka jawab (istehfaam-e-inkari)
(17:15) Hood AS ki dawat par qaum ka mazaaq
(18:49) Qaum ki tabahi aur Hood AS ki salamati
(22:19) Ruku 10 Lafzi Tarjuma, Surah A’araaf
(33:06) Qaum-e-Samood ki sarkashi
(33:30) Saleh AS se mojeze ki farmaish
(34:48) Paharr se oontni nikalne ka mojeza aur badbakht qaum
(35:08) Qaum-e-Saleh ka hunar: paharron ko tarash kar ghar banana
(36:29) Maldaar kafiron ka ghareebon ko behkana aur oontni ka qatl
(37:50) Farishton ki zor daar cheekh ka azaab
(38:34) Saleh AS ka murda qaum se khitaab
(39:54) Loot AS ki qaum ki sarkashi: homosexuality ka ghair fitri marz
(41:22) Patharon ki barish ka azaab
(43:21) Saboot: biwi ka ehl-e-bait mein shamil hona
(43:55) Larkon se badfe’li
(44:45) Dua
Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.
Para No 8, Surah Al A’raf Rukoo #7-8 Tafseer
(0:00) Intro
(0:08) Raat aur din, sooraj aur chaand ki gardish mein sabaq
(1:52) Allah ke hukam ko na manny walay
(2:21) Asal ibadat = Allah ko chup kar khamoshi se pukarna
(5:25) Bida’at: zikr ki mehfilon mein oonchi aawaz se zikr
(6:13) Raat ki namazon mein aawaz ke ehkam
(6:49) Dua mein badtameezi walay alfaaz
(10:17) TV shows mein dua ko entertainment banana
(11:30) Allah ko khauf aur umeed se pukarna
(13:48) Hadis
(14:19) Allah ki rehmat ke mustahiq log
(15:33) Barish se pehly hawaon ki khushkhabri
(16:53) Aik mitti se mukhtalif nabatat ki tarah murdon ka zinda hona – daleel
(19:01) Barkat wali zameen vs khas-o-khashak waali zameen
(20:13) Banjar dil vs hidayat qabool karne wale dil
(21:28) Ruku 08 Lafzi Tarjuma, Surah A’araaf
(26:18) Zameen par pehla shirk ka aghaz
(27:09) Hazrat Nooh AS ki tabligh aur hatt dharmi ki qaum
(31:04) Qaum-e-Nooh kyu gharaq hui?
(32:01) Dua
Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.
Para No 8, Surah Al A’raf Rukoo #6-7 Tafseer
(0:00) Intro
(0:11) Ruku 06 Lafzi Tarjuma, Surah A’araaf
(11:04) Ehl-e-A’araaf ka jahannumiyon ko pukarna
(13:45) Taleem yafta tabqa
(15:03) Aamaal banay izzat aur zillat ka asli mayaar
(17:35) Jahannumiyon ki kasampursi aur nadamat
(18:47) Deen ko khail tamasha bananay walay 2 tabqay
(23:35) Mazhab ko tamasha bananay walon ka haal dozakh mein
(26:01) Mufti sb ka analysis
(26:57) Qur’an kiske liye rehmat hai?
(28:10) Taveelain karne walay badd bakhton ki pukar
(30:40) Ruku 07 Lafzi Tarjuma, Surah A’araaf
(36:49) Kaainat chhe din mein banne par mulhidon ka aitraaz
(41:51) Dua
Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.
Para No 8, Surah Al A’raf Rukoo #5 Tafseer
(0:00) Intro
(0:26) Ruku 05 Lafzi Tarjuma, Surah A’araaf
(15:13) Qur’an ke mukhalifin jahannum raseed hongay
(20:13) Liberalism vs Islam
(22:03) Jumla mu’tariza aane ki wajah kya hai?
(24:32) Na qabil-e-bardasht takleef mein gunjaish ka hukm
(26:25) Jannatiyon ke dilon se duniya ka bughz nikal diya jaayega
(28:47) Hazrat Ali ra aur Hazrat Muawiyah ra
(29:33) Jannati log khud pasandi ke mareez nahi hotay
(31:05) Allah ka jannatiyon ki tareef karna
(33:52) Negative soch
(37:21) A’araaf mein kaun log hongay?
(39:35) Dua
Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.
From the publisher's feed
Tafseer-e-Quran by Mufti Tariq Masood
Complete Quran explained in Urdu with Arabic grammar, word-by-word breakdown, and deep Tafseer from Mufti Tariq Masood’s original lectures…
Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.