The Vivan Manish Show

The Vivan Manish Show

By VivanManishEducationSelf-Improvement
Download on the App Store

The Vivan Manish Show episodes

  • Random Talk
    Ye duniya kitni achai hai achi hai ishliye q ki
    Mera ek dost tha
    Tha ishliye q ki ab nai rha
    Bande itna acha tha itna acha tha ki bhgwan ko uski achai nai dikhi aur bhgwan ne ushe utha liya
    Ushne kal hi mujhe 700 so udhar liya
    Wo baat alag hai ki 17 din bad mujhe mila
    Instalment pe 100 ,50,10 20
    Par band sahi tha
    Kehte hai logo ko bhi yad karte hai aur jaldi
    Duniya se chale jaye to
    Kehte hai
    Ache logo ko bhagwan jaldi utha leta hai
    To fir bure logo ka kya
    Bure logo
    Bure logo ko ke liye to hai na itne bure karm karega to marega hi na
    Par ek baat nai samjh aati
    Log uske Marne ke baad v
    Par pata nai log uske Jane ke baad bhi
    Q galiyon ki dhun chede huye hai
    Par Jo bhi bolo Banda acha tha
    Sochta hoon galti kar diya ๐Ÿช”
    Jaise Diya ne Dil Diya
    Aur uske Piya ne uska liya are Dil
    Tum log sudhorege nai hmmm ๐Ÿค”๐Ÿ’ญ notyyyy manushhhh heeeee
    Kash Maine bhi ush se udhar liya hota
    Le to leta par deta nai
    Q ki diya hua money
    Aur bhalu ke hath se honey ๐Ÿฏ wapash nai ata
    Hmmmm
    Bhale yamaraj hi AA Jaye
    Ab to sochta hoon uske Jane ki khusi Manu ya ya badua Karu
    I mean Dua karuu
    Par acha admi tha
    To AP bhi dosto se udhar le aur wapas na de
    Mere se Ronalndo roooolando ne 1+8 ka yani 900
    Mere mangalsutra ka paise
    Are bhailog Mai gay nai hoon
    Maglustr mtlb neckband onels ka tha na
    avi tak wapash nai kiye
    Bhai 6 saal ho gya ab to Tera Sadi v ho gya hai
    Sale
    6 min

About The Vivan Manish Show

From the publisher's feed

The Vivan Manish Show