Jummah is the most blessed day of the week! In this episode, we’ll learn why Friday is so special in Islam, the Sunnahs of Jummah for both adults and kids, and fun ways to make this day even more meaningful.
Join us as we explore the importance of Jummah, discover simple Sunnahs we can follow, and find out how children can make this day extra special with small acts of kindness, prayers, and family traditions. Don’t miss out on this beautiful episode full of learning and inspiration!
Jummah hafte ka sabse barkaton wala din hai! Is episode mein hum seekhenge ke Jummah Islam mein kyun itna khaas hai, Jummah ke sunnat aamaal jo bade aur bachay dono kar sakte hain, aur is din ko aur bhi khoobsurat banane ke maze daar tareeqay.
Aaiye, Jummah ki ahmiyat jaanain, aasan sunnatein seekhein jo hum apni zindagi mein shamil kar sakte hain, aur dekhein ke bachay chhoti chhoti nekiyon, duaoon aur khandani riwayaton se is din ko aur bhi khaas kaise bana sakte hain. Yeh pyara episode zaroor suniye aur Jummah ki barkatain hasil kijiye!
CONNECT ON SOCIALS
You can find us and connect with us on Instagram @urdumadrasa to stay updated on all our products and upcoming episodes!
http://instagram.com/urdumadrasa
MUSIC CREDITS
Bensound.com
License code: F44DJLSWISZQXTPW