Rajiv pehli baar Priya se milta h or usko Priya bhaut pasand aati h vo shadi ke liye ab taiyar h ab vo bas itna jana chahta h ki Priya usse shadi krna chahti h ya ni? Dono baat kr hi rhe hote h tabhi priya ki behne aa jaati h unko bulane or vo dono neeche aa jaate h or Rajiv Reena ko neeche dekh ke hairaan ho jata h.
90s ki kuch bemisaal yaade , kuch pyaare toh kuch bhaut jyada pyaare...โ or Rajiv ki kahani ki vo shadi na krke career pe focus krna chahta h lekin Rajiv ki maa chahti hai ki vo 25saal ka hone se pehle hi shaadi kr le.