(0:00) Intro
(0:01) Shohar ki bahar job ho toh biwi susraal mein rahegi ya maykay mein?
(2:00) Ilm-e-najoom seekhna kaisa hai? Aur istikhare par yaqeen karne ki haqeeqat?
(11:13) Murghi ke anday (egg) mein khoon nikal aaye toh kya hukm hai?
(11:52) Abba ki virasat mein phuphi aur bhatijay ka hissa?
(14:44) Kya shaadi se inkaar ki wajah se dil dukhane ka gunaah hoga?
(17:37) “3” talaaq ke baad miya-biwi saath rahen, toh rishtedaar kya karein?
(27:57) Kya mangni ke baad larka larki ke ghar jaa sakta hai?
(28:47) Apna nikah khud parh sakte hain?
(29:14) Kya “mehr-mu’ajjal” ko “mu’ajal” kiya jaa sakta hai?
(29:51) Shohar ki farmanbardari kin cheezon mein zaruri hai?
(35:55) Bachpan ka rishta pasand na ho toh reject kar sakte hain?
(38:32) Kya khawateen ka churiyaan pehenna farz hai?
(39:30) Khandaan mein nazron ki hifazat ka kya hukm hai?
(42:18) Gender tabdeel karwane ke baad shaadi ka hukm?
(47:46) Logon ko deen par kis tarah lekar aayein?
Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.