(0:00) Intro
(0:14) Kya Yaum-e-Arafah ka roza rakhna kisi hadith se sabit hai?
(0:56) Zil-Hijjah ke kitne rozay masnun hain?
(2:38) Eid kitne din hoti hai, ek din ya teen din?
(3:21) Kya chauthe din qurbani karna sahih hai?
(4:00) Eid wale din qurbani wale din roza rakhna kaisa hai?
(5:04) Teesre din qurbani ho toh baal aur nakhun kab kaatenge?
(6:14) Namaz-e-Eid se pehle qurbani ka hukm?
(7:50) Dusri jagah namaz padh kar namaz se pehle qurbani karna?
(10:02) Qurbani mein haath batane walon ko badle mein gosht dena kaisa?
(12:24) Janwar zabah karne ka sahih tareeqa?
(13:54) Kya Zil-Hijjah ki raat ibadat ki fazilat sabit hai?
(16:30) Zil-Hijjah ke rozon mein ayyam-e-bees ka hukm?
(17:10) Qurbani ke gosht ko teen hisson mein taqseem karna kya laazim hai?
(19:18) Qurbani ka gosht kitne din tak istemal kar sakte hain?
(20:32) Qurbani ka gosht gair Muslim ko dena kaisa hai?
(22:06) Shohar biwi ki taraf se qurbani kare toh gosht kiska hoga?
(22:50) Janwar ki singh toot jaaye toh qurbani ka hukm?
(23:25) Dum kate hue janwar ki qurbani ka hukm?
(23:44) Bahar mulk wale Pakistan mein qurbani kaise karein?
(24:33) American Pakistan mein ek din pehle qurbani kar sakte hain?
(25:24) Mushtarka janwar mein paye kis tarah taqseem karein?
(26:51) Qurbani ki khaal kya karein, kisko den?
(27:55) Takbeerat-e-Tashreeq kis par wajib hai?
(28:47) Eid-ul-Adha ke dino mein ayyam wali aurat takbeerat-e-tashreeq padh sakti hai?
Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.