
Sign up to save your podcasts
Or


Friendship Day par chaliye baat karte hain un doston ki—jo hamesha saath the, aur un dikhave wali dosti ki, jo sirf status ya stories tak simit reh gayi hai.
Is episode mein hum samajhne ki koshish karenge ki real friends kaun hote hain, aur kaise reel friends kabhi kabhi sirf ek social media illusion ban ke reh jaate hain.
Yeh kahaani hai har us insaan ki jo kabhi kisi yaari mein khud ko kho chuka hai... ya pa chuka hai.
Tune in to feel, relate and maybe... reconnect.
#FriendshipDay2025 #RealVsReel #TrueFriends #DostiKiKahaani #AkshiKiZubaani #EmotionalPodcast #FriendshipPodcast #SoulfulStories #Yaariyan #DilSePodcast #ReelFriends #RealConnections #PodcastIndia
कभी-कभी हम दूसरों को तो माफ़ कर देते हैं, मगर खुद से नाराज़ रहते हैं…
इस एपिसोड में हम बात करेंगे खुद को माफ़ करने की अहमियत पर।
गलतियाँ हर किसी से होती हैं, लेकिन जब हम अपने दिल में खुद के लिए ही बोझ पाल लेते हैं, तो ना आगे बढ़ पाते हैं, ना सुकून पा पाते हैं।
खुद से प्यार करने की पहली सीढ़ी होती है – खुद को माफ़ करना।
आइए, आज अपने अंदर झांकते हैं, उन पलों को स्वीकारते हैं जो दर्द देते हैं, और उन्हें माफ़ करके आगे बढ़ते हैं।
🎧 सुनिए आज का एपिसोड – Dil Ki Kahaani, Akshi Ki Zubaani पर।
जहाँ हर एहसास को लफ़्ज़ों में पिरोया जाता है 💫
Kuch rishtey shabd ke bina bhi sab keh jaate hain... aur kuch itne khaali ho jaate hain ki unmein sirf sannata reh jaata hai. Is episode mein hum baat karenge un rishton ki jo kabhi gehre the, lekin waqt ke saath ya toh chut gaye, ya sirf ek formal sa rivaaz ban kar reh gaye. Kya har khali rishta toot jaata hai? Ya us khaali rishte mein bhi ek kahani bachi hoti hai?
Suniye ek dil ko choo lene wali kahani — "Woh Rishta Jo Khaali Ho Gaye".
Kahaniyaan khatam nahi hoti —
Sirf waqt milta hai unhe dobara jeene ka.
Iss naye season mein, hum wapas la rahe hain un jazbaaton ko
jo dab gaye the... par mitay nahi.
Naye episodes, naye zakham, aur naye ilaj —
Lekin Akshi wahi hai. Sunegi, samjhegi… aur aapka haqdaar humsafar banegi.
🎧 Press play. The journey begins again.
Because this time… we are not just listening — we are healing together.
#Season2 #PodcastIndia #AkshiReturns #DilKiKahani #HealingThroughWords
Meethi Si Awaz" is a lyrical poem that celebrates the beauty and charm of a sweet, melodious voice. The poem paints vivid imagery and evokes emotions that are gentle and soothing, much like the voice it describes.
Ever caught yourself only hearing the fun parts of a conversation? 😂 Watch as our character masters the art of selective listening, tuning in to just the good stuff while hilariously ignoring the rest! From movie nights to missed chores, this reel highlights the everyday comedy of selective hearing. Don't miss out—like, share, and tag a friend who can totally relate! 🎧👂🎬
his humble beginnings in Ranchi to lifting the World Cup for India, discover how Dhoni's cool demeanor, strategic brilliance, and relentless determination carved his path to greatness. Witness the untold stories behind his iconic moments and understand why he is revered as "Captain Cool".
From the publisher's feed

741 Listeners

1 Listeners