Dil e nadan bata fakat kya hai,
Kyun hai naraz bata tera lakab kya hai,
Dhoondhta hun cheekhen tumhari,
Dekhta hun kharochen teri lal silwaton pe,
Nadani hai, pyaar hai, gussa hai ya koi takraar hai,
Bikharti sansson ka shayad yahi toh vyapar hai,
Bata de mujhe ki teri Zameen aur falak kya hai.