Khud Ko Samjhna

Khud Ko Samjhna

Download on the App Store

Khud Ko Samjhna episodes

  • Asal me risto ke prati pyr ko smjho, yu social media pr pyr ni dkhaya jta
    Hum humsa kuch bi ho ajkl bas social media par hi riste nibha rahe hai....real life se to Mano vasta hi ni....koi bi din ata ho... social media pr phly post krte h sub...chahe us riste ko kbi khus na rkhte ho...lkin us ek din...mno kitna pyr ubr jta h... please stop these show-off nd love your loved one in real way....real me pyar or care kro...dkhawe me kuch ni rkha.
    3 min
  • Es muskil dor me apno ke chehero pr muskan laye, ye dva se jda kargar hoge
    Aaj duniya me covid ki vjha se etni daravni situation ho gae h ki...log khus rhna, muskurana, acha sochna sub bhul gae hai...jo mentally health k liye bilkul achi ni h...kosis kare jitna ho skai apno ko khus rkhai unhe hasaye....yakin maniye ye dava se bi jda kargar hoga....aur negative information sunna or dkhna band kar degeye....aap khud hi bhtt acha mehesus karege
    3 min
  • Jeevan me etna Sangharsh bhi na kare ki pachtana pade
    Hum subki aj apni zindagi me hr din etna Sangharsh karte hai...kabi khud k lye kbi dusro k lye...bas ladtai hi rhtai ha...aksr hum un chizo ko pane k lye umr bhr ladtai rhte hai jo humre kabil ni hoti na hi humre bhaly k lye hoti h....or ye baat kudrat ko yakin humre esvar ko pta hota h eslye vo chiz hume ni dete...lkin phr bi hum bina sochte smjhte khud ko sahi man k...un chizo ko pane ke lye ladae krtai rhte hai....to plz ab band kr digeye ye Krna...kuki ap se behetr esvr jantai h ki apke lye kya sahi h or kya galt
    4 min
  • Zindagi me bure se bure halat hi kamyab bante hai
    Jab bi life me koi taklif ati hai..kuch ase halat ate hai jaha hum bhtt dard me hote hai un taklifo ko khtm ni kr pate...to bhtt maus ho jate hai...lkin jab en halto jhel kar hum niklte hai...to jo sikh hume milti h vo hume kambyabi ki or ly jati hai or hume etna strong bna deti h ki phr hum kabi life ke halato se harne ki ni sochte.
    3 min
  • Kbi bi kise bi insan pr ankh band karke bhrosa na kare
    Hum apni me kae bar ase insano pr bhrosa kr lyte hai...jo khi na khi humse sirf kise fayde ke lye jude hote hai.....or humra vishwas etna hota h ki hum unke dikhawati chehere ko pehchane se inkar kar dete hai.... apke family apke dost apka koi bi rista jo apki parwa krta hai...vo humsa us insan se apko dur rhne ke salha deta hai....pr apka blind faith ye ni mnta....lkin jb apke subi apne kise insan se dur rhne ki salha de apko....to apko unpr vishwas Krna chiye...or apna blind faith hta ke ek bar us insan ko smjhna chiye....ykin mnaeye apki life brbad hone se bach skti hai....
    3 min
  • Bade hi Duaao se paya hai tje
    Ye kuch line logo ki baato or unki feelings ko smjhte hai jise kuch line me samet kar bs lkh diya hai mine...ye har kise riste ka pyr baya krta hai....kuki subki life me asa koi na koi ek rista jarur hota ha jo etni care etna support or etna pyar krta ho.....chae vo family ka koi rista ho...dost ho ya pyr ho.....
    2 min
  • Chahato ka Silsila
    Pure life hum chahto me gujar dete hai...kabi kise chiz ko pura krne ki chaht to kbi kise chiz ko pane ki Chahat lkin kbi hum ye ni sochte ki ye chatai to kbi khtm ni hoge..bhaly hi insan ka jeevan khtm ho jye..lkin phr bi kch logo ki zondgi me kch ase riste hote hai jo unhe har hal me sambhalne ki himat rkhte hai...to kuch ase bi log hai jo wqt ke jakhmo ko pure umr ni bhr pate...syd ese hi zindagi khete hai.
    3 min
  • Bachpan ke vo khubsurat yaadein
    Har kise ke bachpan ki bhtt se khubsurat yaadein hoti hai.jinhe har koi yaad rkhta hai kuki bachpan ke dino me hume har kise se etna pyar milta h mano kitne khusnasib ho hum...lkin maa baap or family ka vo pyar bade hone pr khi khtm sa ho jta hai....kuki wqt hume bde hone ke sath sath jimedar bna deta h or bs sare umr hum jimedario ke bojh k taly khud ko daba lyte h or ese hi zindagi keh kr pure life bina sachi khuse ko mehsus kiye ek din es duniya se chly jate hai...lkin bachpan ka to hr ek din sachi khusiyo se bhra hua hota h.....
    2 min
  • Yaaro ke sang beete pal
    Humre life me kuch dost ase jarur hote hai jinke sath beetae hr ek pal jannt se km ni hote. Lkin zindagi me asa wqt bi ata ha jab humre vo yaar humse dur hote hai or tab bs unki yade or unke sath beetae vo pal hi humre sath hote h jinhe hum phr se jeene ki duae krte hai.
    3 min

About Khud Ko Samjhna

From the publisher's feed

Aaj ke es dhor me har koi apni zindagi ko behetar banne ke lye bs bhg raha hai, khud ki khusi, or man ki shanti mano khi kho di humne...to kyu na zindagi ko ek alg nazr se dkhna suru kare, khud ki…