Humesa hum apni life me yhi hisab lgte re jate hai ki kya humne paya hai or kya khoya hai, lkin ensubse pare hai ye zindagi kuki apko khud par vishwas rkh kar age bdhte rhna hai or yhi h apke zindgi ka asli maksd.
Zindagi me kuch bhi khona humsa apko strong hi banta hai, chahe apne koi rista khoya ho ya koi chize kuki ase halto se nklne ke baad apke andar ek gazab ki strong power ajti hai jo apko mansik tor pr bhtt mazbut bana deti hai.
Zindagi me kbi niras ni hona chiye, agar koi chiz apko ni mili to use pane ki kosis kre agr phr bi ni mili to use behetr chiz apka intzr kr ri hai bas khud ko kbi kmjor na smjhe kuki zindagi bhtt khubsurat hai
Aaj ke es dhor me har koi apni zindagi ko behetar banne ke lye bs bhg raha hai, khud ki khusi, or man ki shanti mano khi kho di humne...to kyu na zindagi ko ek alg nazr se dkhna suru kare, khud ki…
khusiyo ke lye jeena suru kare, vo kare jisse apke man ko shanti milti h...or ye sub tabi hoga jab ap khud se pyar krege or apni life ke har pareshani ko khud se suljhlyge vo bi shant man se....yakin maneyga apko dusro ki jarurat hi ni padege ap khud kabil h apne life ko khubsurat banne ke lye.