
Sign up to save your podcasts
Or


The post 25121203 – Sheikh sahab mera sawal musafa ke taalluq se hai aur wo ye ke baaz martaba hum log kuch kha rahe hote hain to haath gandey hote hain. Aise mein agar koi mehmaan aajaye aur musafa karna padta hai to baaz log ultay haath se (yaani hatheli ki pichhli jaanib se) haath milate hain. To kya aisa karna sahi hai? appeared first on Ashabulhadith.
The post 25121204 – Kya Hajj aur Umrah ke office mein is tarah se Haram ki tasveeren lagana (ya masajid ki tasveeren lagana) jayez hai? appeared first on Ashabulhadith.
The post Kya daawat aur tableegh mein video ka istemaal kiya ja sakta hai? appeared first on Ashabulhadith.
The post 25121202 – Broker ka jo commission hota hai, wo dono taraf se le sakte hain ya aik taraf se lena munasib hai? appeared first on Ashabulhadith.
The post 25121201 – Sheikh, mujhe lagta hai ke mujh par jadoo hua hai. Mujhe kaise confirm ho sakta hai? Kya iski kuch nishaniyan hain? appeared first on Ashabulhadith.
The post 25120505 – Sheikh sahib ek bhai hai jo bohat bhoolta hai. Kaafi koshish karta hai cheezon ko ya kaamon ko yaad rakhne ki lekin phir bhi bhool jata hai. Yeh aksar ka mamool ban gaya hai. Is ka kya hal hai? Baraye meherbani naseehat karein aur is bhai ke liye dua bhi karein. appeared first on Ashabulhadith.
The post 25120502 – Kya hum dua apne dil hi dil mein maang sakte hain ya dua ke liye zaban aur honthon ko harkat dena zaroori hai? (Jaise ke Quran ki tilawat ke liye harkat zaroori hoti hai) appeared first on Ashabulhadith.
The post 25120506 – Kya sunnat namaz ba-jamaat parhna jayez hai? appeared first on Ashabulhadith.
The post 25120503 – Kya zakaat ke paison se ambulance khareedna jayez hai, aur kya sood ke paison se ye ambulance khareedi ja sakti hai? appeared first on Ashabulhadith.
The post 25120504 – Agar gaari ka accident ho jaye aur hum insurance company se zyada paise wusool kar ke kam paison mein kaam karwa kar baqi ke paise khud apne ghar mein istemal kar sakte hain. appeared first on Ashabulhadith.