
Sign up to save your podcasts
Or


The post 25103101 – Jayez aur najayez qasmein – Nabi ki qasam, Maa ki qasam , Kaaba ki qasam ,Kaaba ke rabb ki qasam, Jhoothi qasam : is tarah ki qasamien khaney ka hukm. appeared first on Ashabulhadith.
The post 25071801 – Wirasat / kalalah ke ahkaam o masail ka mukhtasar murajah (revision) appeared first on Ashabulhadith.
The post 25102409 – Aurat ki mayyat ko ghusl dene ka tareeqa – saara tareeqa bata dein aur ye bhi ke aurat aur mard ki mayyat ka ghusl aik jaisa hota hai ya alag tareeqa? appeared first on Ashabulhadith.
The post 25102408 – Mayn aik office mein kaam karne jaati hoon jahan par sirf aik kamra hai aur wahan par baaz auqaat mard hazraat bhi hotay hain. jab mard hazraat wahan maujood hotay hain. tab kya hum apna chehra par niqab laga kar namaz parh saktay hain? appeared first on Ashabulhadith.
The post 25102406 – kya qay karne se wuzu toot jata hai? ek hadees mein aaya hai ke Nabi Kareem ﷺ ne qay karne ke baad wuzu farmaaya tha. guzarish hai ke iski wazahat farma dein. appeared first on Ashabulhadith.
The post 25102407 – walida ka inteqaal ho gaya hai jin ke naam par aik zameen hai. jis mein se beti ko apne hisse ki zarurat hai, lekin walid aur bara bhai hissa dene ke liye tayyar nahin hain. walid ke paas kiraya (rent) aata hai is liye woh hissa nahin de rahe. to walid aur bhai ke liye kya waeed hai? appeared first on Ashabulhadith.
The post 25102404 – Wuzu ke dauraan darhi mein khilal karne wali hadees ki wazahat farmaein. appeared first on Ashabulhadith.
The post 25102403 – agar kisi bhai ya behan ko yeh mehsoos ho ke uske doosre bhai ya behan ne uske saath ziyadti ki hai, aur wo ainda kisi nuqsan ya ziyadti se bachne ke liye us se faasla ikhtiyar kar leta hai kyunke use khadsha hota hai ke yeh dobara ho sakta hai, to kya is tarz-e-amal ka matlab yeh hai ke wo dil mein keena ya bure jazbaat rakhta hai? aur kya yeh tarz-e-amal gheebat ya buhtan ke zummaray mein aata hai? appeared first on Ashabulhadith.
The post 25102405 – Mozon aur jurabon par masah karne ke baare mein aap ne “aasaan fiqh” ke dars mein ek zaeef hadees bayan ki thi. guzarish hai ke uski wazahat farma dein. appeared first on Ashabulhadith.
The post 17042815 – Namaz e janaza mein Surah Al-Fatiha parhnay ka kya hukm hai ? appeared first on Ashabulhadith.