Internet subidha ne gyan ke kshetra me adbhut kranti la di hai. Internet jag ko apne mutthi me kar liya hai.Aaj ke yug me Internet adhik jaruri ho gaya hai.....
Aaj ki nari ki dohri bhumika hai. Aaj ki nari ko apni uttardayitya ka pura khyal hai. Aaj ki nari apne Ghar parivaar ke sath sath apne Kam ya naukri ka bhi utna hi dhyan hai.Vah apna daitva bhali bhati nibhati hai.....
COVID 19 ke darmyan hamsab dar gay the ki phir ek dusre se mil payenge ki nahi. Mahamari ka aatank charo or chhaya tha .Phir bhi man me ummid aur aash thi phir se pahale ki tarah Milne ki........
Samaj me nari ko apna vastvik parichay banane ki jarurat hai. Nari kisi aur ki parichay ki mohtaj nahi hai ..Agar aapko hamari baat pasand aaye to like jarur kijiyega.....🙏🏻
Swasthya hi sabse bara dhan h , Swasthya sarir me swasthya mastik ka vikash hota hai. Ham sabko apne swasthya ka dhyan rakhna chahiye. Jisse apne sath sath desh ur duniya ka vikash ho .....
Pushp sarvoch sundar ur sabko apne taraf aakarshit karne wala hota hai.Iski bani mala pahnakar bishesh logo ko samman diya jata hai.Is mala ka aadar tabhi hota hai jab vishisht vyakti ise apne gale me dharan kare.............
SAHASA ak manusya ke sabhi guno me Shreshtha gun hota hai, sabhi gun hone ke baujud bhi agar sahasa na ho toh manav saphal nahi ho pata hai. Saphalta prapt karne ke liye sahsi hona ati aavshyak hai......
Dost sabhi ke jivan ka ak mahatva purn hissa hota hai.Dost Iswar ka diya hua upahar hota hai.Dost ke bina jivan adhura lagta hai.Dost ki dosti jine ki chah jaga jati hai.
5 min
About SHIVA KI KRITI
From the publisher's feed
This podcast is about stories, poems, essays, biographies, shayeries and Dher Saari Dil ki Baat♡