Thode qisse baaki hai abhi, suna na chahta hu, mera dil thoda aur tutt gaya hai. Socha tha ishq se khatarnak koi bimaari nahi hai. Phir hua mujhe covid.
Shaadi byaah to theek hai, tumne ye jo mangalsutra ke naam pe mujhe baandha hai iss rishtey mein, ye baat ghalat hai. Agar mein isko na pehnenti to kya ye rishta manzur nahi hota?