SUNOH MERI JAAN WITH JOY

SUNOH MERI JAAN WITH JOY

By Joydiip GhoshEducationSelf-Improvement
Download on the App Store

SUNOH MERI JAAN WITH JOY episodes

  • Zindagi Ka Suitcase- Courage I Sonita Alizadeh I Motivational Podcast I #40

    कठिन है काम तो हिम्मत से काम ले ऐ दिल

    बिगाड़ काम न मुश्किल समझ के मुश्किल को

    Himmat ke bina zindagi mein kuch bhi haasil karna shayad sambhav nahi hai. Sonita Alizadeh ki zindagi himmat ka woh masterclass hai jisse bina inspire hue reh paana sambhav nahi. Ek teenage ladki ne himmat dikkhate hue bebuniyaadi reeti-rewaazon ke khilaaf bagawat hi kar di aur woh bhi ek aise samaaj mein jahan auroton ki koi izzat hi nahi hai, jahan par mahilon ko aaj bhi samaan adhikaar
    nahi hai.

    Chaliye jaante hain kaun hain Sonita Alizadeh aur unhone kaise lakhon mahilon ko inspire kiya!     

    Agar aapko yeh episode pasand aaye toh aap sabhi se main

    request karna chahunga ki aap is podcast ko like kar lein, download kar lein, ise rate bhi kar dein aur ise apne network mein sabhi ke saath share zaroor karein. Aapko yeh episode kaisa laga mujhe comment section mein ikhkar bataiyega zaroor!!

    Doston, is podcast ka maqsad hi ek dusre ki zindagi se seekhna hai, ek dusre se connect karna hai, ek dusre ka support banna hai. Aapke saath milkar ek aisi community banani hai jahan hum ek naye andaaz mein zindagi ko dekh sakein aur usey ek behtar tareekey se jee sakein. Toh, agar aap, aapki zindagi ke kisi bhi modh ke baarey mein discuss karna chahtey hain ya kuch bhi share karna chahtey hai to mujhe email zaroor kijiyega, mera email id hai [email protected]

    Aur agar aap motivation ke baare mein, self-help

    ke baare mein aur janna chahtey hain ya aur content dekhna chahtey hain toh kindly mujhese Instagram par bhi judein, mera handle hai @sunohmerijaanwithjoy. Main yahan shero-shayri, nazm, ghazal, sangeet ya poetry se inspiration dhoondhe ki, prerit hone ki koshish karta hoon aur zindagi ko naye tareeke se jeene ke nuskhe talaashta hoon. Aap judhengey toh bahut accha lagega.
    Disclaimer:
    Yeh episode meri niji raai hai, mere jeevan ki seekh hai jo maine zindagi se haasil ki hai aur doosre successful logon ke nazariye se zindagi ko samjha hai. Mainey poori koshish ki hai ki aap ke samne jo bhi facts rakhoon woh sahi ho. Agar aapko kuch bhi galat lagey toh kindly mujhse share karein aur main immediately usko rectify karne ki poori koshish karunga!

    Dhanyawaad

    23 min
  • Zindagi Ka Suitcase- Hope I Anne Frank I Motivational Podcast I #39

    “I don't think of all the misery but of the beauty that still remains”.

    - Anne Frank

    Yeh ek 15 saal ki teenage ladki ki bahut hi inspiring kahani hai. Apni ek diary se poore vishv ko prerit karne wali Anne Frank ki kahani hai. 

    Chaliye jaante hai kaise ek ladki ki diary ne generations ko prerit kiya. Chaliye jaante hai kaise ek asadhaaran samay mein ek sadhaaran si ladki superhero ban gai. Yeh hai uss ladki ki bahut hi inspring kahani.   

    Agar aapko yeh episode pasand aaye toh aap sabhi se main

    request karna chahunga ki aap is podcast ko like kar lein, download kar lein, ise rate bhi kar dein aur ise apne network mein sabhi ke saath share zaroor karein. Aapko yeh episode kaisa laga mujhe comment section mein likhkar bataiyega zaroor!!

    Doston, is podcast ka maqsad hi ek dusre ki zindagi se seekhna hai, ek dusre se connect karna hai, ek dusre ka support

    banna hai. Aapke saath milkar ek aisi community banani hai jahan hum ek naye andaaz mein zindagi ko dekh sakein aur usey ek behtar tareekey se jee sakein. Toh, agar aap, aapki zindagi ke kisi bhi modh ke baarey mein discuss karna chahtey hain ya kuch bhi share karna chahtey hai to mujhe email zaroor kijiyega, mera
    email id hai [email protected]

    Aur agar aap motivation ke baare mein, self-help ke baare mein aur janna chahtey hain ya aur content dekhna chahtey hain toh kindly mujhese Instagram par bhi judein, mera handle hai @sunohmerijaanwithjoy. Main yahan shero-shayri, nazm, ghazal, sangeet ya poetry se inspiration dhoondhe ki, prerit hone ki koshish karta hoon aur zindagi ko naye tareeke se jeene ke nuskhe talaashta hoon. Aap judhengey toh bahut accha lagega.

    Disclaimer:

    Yeh episode meri niji raai hai, mere jeevan ki seekh hai jo maine zindagi se haasil ki hai aur doosre successful logon ke nazariye se zindagi ko samjha hai. Mainey poori koshish ki hai ki aap ke samne jo bhi facts rakhoon woh sahi ho. Agar aapko kuch bhi galat lagey toh kindly mujhse share karein aur main immediately usko rectify karne ki poori koshish karunga!

    23 min
  • Zindagi Ka Suitcase- Empathy I Dr. Elizabeth Blackwell I Motivational Podcast I #38

    हाथ हिला कोंमल पत्तो के

    हमक़ो पास ब़ुलाती बेल,
    शीतल छाया सें तन मन क़ी
    सारी थकान मिटाती बेंल।
    Kuch aisi hi thi Dr. Elizabeth ki zindagi. Apne swabhav se apni empathy se, apni sahanubhooti se unhone na jaane kitne mahilaon ki, bacchon ki zindagi bachai unko acche medical care aur surgical care ki sewa pradan kar.   
    Chaliye jaante hai kaise ek teacher vishv ki pehli Doctor ban gaein?! Kaise bhedbhav se bhare samaj se ladhte huye unhone har chunauti ka samna kya aur hazaron mahilaon ko medical profession mein aane ke liye prerit kiya! Yeh hai inki inspring kahani.   

    Agar aapko yeh episode pasand aaye toh aap sabhi se main

    request karna chahunga ki aap is podcast ko like kar lein, download kar lein, ise rate bhi kar dein aur ise apne network mein sabhi ke saath share zaroor karein. Aapko yeh episode kaisa laga mujhe comment section mein likhkar bataiyega zaroor!!
    Doston, is podcast ka maqsad hi ek dusre ki zindagi se seekhna hai, ek dusre se connect karna hai, ek dusre ka support banna hai. Aapke saath milkar ek aisi community banani hai jahan hum ek naye andaaz mein zindagi ko dekh sakein aur usey ek behtar tareekey se jee sakein. Toh, agar aap, aapki zindagi ke kisi bhi modh ke baarey mein discuss karna chahtey hain ya kuch bhi share karna chahtey hai to mujhe email zaroor kijiyega, mera
    email id hai [email protected]
    Aur agar aap motivation ke baare mein, self-help ke baare mein aur janna chahtey hain ya aur content dekhna chahtey hain toh kindly mujhese Instagram par bhi judein, mera handle hai @sunohmerijaanwithjoy. Main yahan shero-shayri, nazm, ghazal, sangeet ya poetry se inspiration dhoondhe ki, prerit hone ki koshish karta hoon aur zindagi ko naye tareeke se jeene ke
    nuskhe talaashta hoon. Aap judhengey toh bahut accha lagega.
    Disclaimer:
    Yeh episode meri niji raai hai, mere jeevan ki seekh hai jo maine zindagi se haasil ki hai aur doosre successful logon ke
    nazariye se zindagi ko samjha hai. Mainey poori koshish ki hai ki aap ke samne jo bhi facts rakhoon woh sahi ho. Agar aapko kuch bhi galat lagey toh kindly mujhse share karein aur main immediately usko rectify karne ki poori koshish karunga!


    Dhanyawad!

    23 min
  • Zindagi Ka Suitcase- Determination I Amelia Earhart I Motivational Podcast I #37

    चाहे हृदय को ताप दो

    चाहे मुझे अभिशाप दो
    कुछ भी करो कर्त्तव्य पथ से
    किन्तु भागूँगा नहीं ।
    वरदान माँगूँगा नहीं।

    Aur Shivmangal Singh Suman ji ki is kavita ke tarah hi Amelia Earhart kisi bhi kartavya se kabhi bhaagi nahi. Unhone dridh nishchay ke saath, determination ke saath woh kar dikhaya jiski itihaas mein koi misaal hi nahi hai!

    Chaliye jaante kaise Amelia Earhart vishv ki sabse kamyaab piloton mein se ek ban gai, kaise unhone woh kar dikhaya jo kisi insaan ne tab tak nahi kiya tha! Aaiye jaante hain kaise Amelia Earhart na kewal apni zindagi se balki apni maut se bhi sabhi ko prerit kiya, inspire kiya!

    Agar aapko yeh episode pasand aaye toh aap sabhi se main

    request karna chahunga ki aap is podcast ko like kar lein, download kar lein, ise rate bhi kar dein aur ise apne network mein sabhi ke saath share zaroor karein. Aapko yeh episode kaisa laga mujhe comment section mein likhkar bataiyega zaroor!!

    Doston, is podcast ka maqsad hi ek dusre ki zindagi se seekhna hai, ek dusre se connect karna hai, ek dusre ka support banna hai. Aapke saath milkar ek aisi community banani hai jahan hum ek naye andaaz mein zindagi ko dekh sakein aur usey ek behtar tareeke se jee sakein. Toh, agar aap, aapki zindagi ke kisi bhi modh ke baarey mein discuss karna chahtey hain ya kuch bhi share karna chahtey hai to mujhe email zaroor kijiyega, mera email id hai [email protected]

    Aur agar aap motivation ke baare mein, self-help ke baare mein aur janna chahtey hain ya aur content dekhna chahtey hain toh kindly mujhese Instagram par bhi judein, mera handle hai @sunohmerijaanwithjoy. Main yahan shero-shayri, nazm, ghazal, sangeet ya poetry se inspiration dhoondhe ki, prerit hone ki koshish karta hoon aur zindagi ko naye tareeke se jeene ke

    nuskhe talaashta hoon. Aap judhengey toh bahut accha lagega.

    Disclaimer:

    Yeh episode meri niji raai hai, mere jeevan ki seekh hai jo maine zindagi se haasil ki hai aur doosre successful logon ke nazariye se zindagi ko samjha hai. Mainey poori koshish ki hai ki aap ke samne jo bhi facts rakhoon woh sahi ho. Agar aapko kuch bhi galat lagey toh kindly mujhse share karein aur main immediately usko rectify karne ki poori koshish karunga!

    22 min
  • Zindagi Ka Suitcase- Dream Big I Junko Tabei I Motivational Podcast I #36

    बैठ जाओ सपनों के नाव में,

    मौके की ना तलाश करो,
    सपने बुनना सीख लो।
    Narendra Verma ji ki is kavita ne sapna dekhne ke liye prerit kiya aur dekhiye kya sapna dekha Junko Tabei ji ne! Ek sapna jisne unhne Superhero bana diya!!  

    Chaliye jaante kaise Japan ki ek pahadi gao ki ek bachchi ne Mount Everest ko bhi jeet liya! Pehli mahila jisne Mount Everest ki choti par kadam rakkha. Yeh hai inki inspring kahani.   

    Agar aapko yeh episode pasand aaye toh aap sabhi se main

    request karna chahunga ki aap is podcast ko like kar lein, download kar lein, ise rate bhi kar dein aur ise apne network mein sabhi ke saath share zaroor karein. Aapko yeh episode kaisa laga mujhe comment section mein likhkar bataiyega zaroor!!
    Doston, is podcast ka maqsad hi ek dusre ki zindagi se seekhna hai, ek dusre se connect karna hai, ek dusre ka support banna hai. Aapke saath milkar ek aisi community banani hai jahan hum ek naye andaaz mein zindagi ko dekh sakein aur usey ek behtar tareekey se jee sakein.

    Toh, agar aap, aapki zindagi ke kisi bhi modh ke baarey mein discuss karna chahtey hain ya kuch bhi share karna chahtey hai to mujhe email zaroor kijiyega, mera email id hai [email protected]
    Aur agar aap motivation ke baare mein, self-help ke baare mein aur janna chahtey hain ya aur content dekhna chahtey hain toh kindly mujhese Instagram par bhi judein, mera handle hai @sunohmerijaanwithjoy. Main yahan shero-shayri, nazm, ghazal, sangeet ya poetry se inspiration dhoondhe ki, prerit hone ki koshish karta hoon aur zindagi ko naye tareeke se jeene ke nuskhe talaashta hoon. Aap judhengey toh bahut accha lagega.
    Disclaimer:
    Yeh episode meri niji raai hai, mere jeevan ki seekh hai jo maine zindagi se haasil ki hai aur doosre successful logon ke nazariye se zindagi ko samjha hai. Mainey poori koshish ki hai ki aap ke samne jo bhi facts rakhoon woh sahi ho. Agar aapko kuch bhi galat lagey toh kindly mujhse share karein aur main immediately usko rectify karne ki poori koshish karunga!

    17 min
  • Zindagi Ka Suitcase- Integrity I Desmond Doss I Motivational Podcast I #35

    वह प्रदीप जो दीख रहा है झिलमिल दूर नहीं है

    थककर बैठ गये क्या भाई, मंजिल दूर नहीं है।
    Desmond Doss jaise logon ke liye koi bhi manzil duur nahi ho sakti hai!

    Yeh ek aisi inspiring kahani hai jo aapko yeh sochne par majboor kar hi degi ki agar aap mein dridh naitikta hai, integrity hai toh aap messiah ban sakte hain, superhero ban sakte hain. Aap apni zindagi ki har manzil par pahuch sakte hain.

    Chaliye jaante kaise Desmond Doss dvitiya vishvayudh (World War II) mein superhero ban gaye, apni unit ke liye messiah ban gaye!!

    Agar aapko yeh episode pasand aaye toh aap sabhi se main

    request karna chahunga ki aap is podcast ko like kar lein, download kar lein, ise rate bhi kar dein aur ise apne network mein sabhi ke saath share zaroor karein. Aapko yeh episode kaisa laga mujhe comment section mein likhkar bataiyega zaroor!!

    Doston, is podcast ka maqsad hi ek dusre ki zindagi se seekhna hai, ek dusre se connect karna hai, ek dusre ka support banna hai. Aapke saath milkar ek aisi community banani hai jahan hum ek naye andaaz mein zindagi ko dekh sakein aur usey ek behtar tareekey se jee sakein. Toh, agar aap, aapki zindagi ke kisi bhi modh ke baarey mein discuss karna chahtey hain ya kuch bhi share karna chahtey hai to mujhe email zaroor kijiyega, mera email id hai [email protected]

    Aur agar aap motivation ke baare mein, self-help ke baare mein aur janna chahtey hain ya aur content dekhna chahtey hain toh kindly mujhese Instagram par bhi judein, mera handle hai @sunohmerijaanwithjoy. Main yahan shero-shayri, nazm, ghazal, sangeet ya poetry se inspiration dhoondhe ki, prerit hone ki koshish karta hoon aur zindagi ko naye tareeke se jeene ke

    nuskhe talaashta hoon. Aap judhengey toh bahut accha lagega.
    Disclaimer:
    Yeh episode meri niji raai hai, mere jeevan ki seekh hai jo maine zindagi se haasil ki hai aur doosre successful logon ke nazariye se zindagi ko samjha hai. Mainey poori koshish ki hai ki aap ke samne jo bhi facts rakhoon woh sahi ho. Agar aapko kuch bhi galat lagey toh kindly mujhse share karein aur main immediately usko rectify karne ki poori koshish karunga!

    20 min
  • Zindagi Ka Suitcase- Stubbornness I Manoj Bajpayee I Motivational Podcast I #34

    उठना है तुझे नहीं गिरना है,

    जो गिरा तो फिर से उठना है,
    अब रुकना नहीं इक पल तुझको,
    बस हर पल आगे बढ़ना है,

    Is kavita ki tarah Manoj Bajpayee ji mein bhi haar na maanne ki zidh thi. Har baar girkar uth khade hone ki zidh thi.

    Chaliye jaante sabke chahite kalakar Manoj Bajpayee ji ki zindagi kin andheron se guzri aur unhone kaise tinka tinka jod, safalta ka ek mahal bana liya!! Yeh woh masterclass jise hum sabhi ko sunna chahiye, janna chahiye, mehsoos karna chahiye aur is class ke lesson ko apni zindagi mein utaarna chahiye!   

    Agar aapko yeh episode pasand aaye toh aap sabhi se main request karna chahunga ki aap is podcast ko like kar lein, download kar lein, ise rate bhi kar dein aur ise apne network mein sabhi ke saath share zaroor karein. Aapko yeh episode kaisa laga mujhe comment section mein likhkar bataiyega zaroor!!

    Doston, is podcast ka maqsad hi ek dusre ki zindagi se seekhna hai, ek dusre se connect karna hai, ek dusre ka support banna hai. Aapke saath milkar ek aisi community banani hai jahan hum ek naye andaaz mein zindagi ko dekh sakein aur usey ek behtar tareekey se jee sakein. Toh, agar aap, aapki zindagi ke kisi bhi modh ke baarey mein discuss karna chahtey hain ya kuch bhi share karna chahtey hai to mujhe email zaroor kijiyega, mera email id hai [email protected]
    Aur agar aap motivation ke baare mein, self-help ke baare mein aur janna chahtey hain ya aur content dekh na chahtey hain toh kindly mujhese Instagram par bhi judein, mera handle hai @sunohmerijaanwithjoy. Main yahan shero-shayri, nazm, ghazal, sangeet ya poetry se inspiration dhoondhe ki, prerit hone ki koshish karta hoon aur zindagi ko naye tareeke se jeene ke
    nuskhe talaashta hoon. Aap judhengey toh bahut accha lagega.
    Disclaimer:
    Yeh episode meri niji raai hai, mere jeevan ki seekh hai jo maine zindagi se haasil ki hai aur doosre successful logon ke nazariye se zindagi ko samjha hai. Mainey poori koshish ki hai ki aap ke samne jo bhi facts rakhoon woh sahi ho. Agar aapko kuch bhi galat lagey toh kindly mujhse share karein aur main immediately usko rectify karne ki poori koshish karunga!

    16 min
  • Zindagi Ka Suitcase- Will Power I Kalpana Saroj I Motivational Podcast I #33

    देख ज़िंदाँ से परे रंग-ए-चमन जोश-ए-बहार

    रक़्स करना है तो फिर पाँव की ज़ंजीर न देख

    Majrooh Sultanpuri ji ke iss sher ki nasihat ki tarah hi Kalpana Saroj ji ne apne will power se pao ki saari zanzirein todh daali!

    Will power woh shakti hoti hai jo insaan ko uske har manzil tak pahuchne mein madad karti hai. Aur yahi woh shakti thi jisne Kalpana Saroj ji ko safalta ki bulandiyon par la khada kar diya. Jab unke charon aur andhera hua padha tha toh yahi woh shakti thi jiski wajah se unki zindagi mein roshni wapas laut aai.

    Chaliye jaante kaise hua yeh sab kuch? Kyun Kalpana Saroj ji ki zindagi ek misaal hai jisse hum sabhi ko seekh leni hi chahiye.

    Agar aapko yeh episode pasand aaye toh aap sabhi se main request karna chahunga ki aap is podcast ko like kar lein, download kar lein, ise rate bhi kar dein aur ise apne network mein sabhi ke saath share zaroor karein. Aapko yeh episode kaisa laga mujhe comment section mein likhkar bataiyega zaroor!!

    Doston, is podcast ka maqsad hi ek dusre ki zindagi se seekhna hai, ek dusre se connect karna hai, ek dusre ka support banna hai. Aapke saath milkar ek aisi community banani hai jahan hum ek naye andaaz mein zindagi ko dekh sakein aur usey ek behtar tareekey se jee sakein.

    Toh, agar aap, aapki zindagi ke kisi bhi modh ke baarey mein discuss karna chahtey hain ya kuch bhi share karna chahtey hai to mujhe email zaroor kijiyega, mera email id hai [email protected]
    Aur agar aap motivation ke baare mein, self-help ke baare mein aur janna chahtey hain ya aur content dekhna chahtey hain toh kindly mujhese Instagram par bhi judein, mera handle hai @sunohmerijaanwithjoy. Main yahan shero-shayri, nazm, ghazal, sangeet ya poetry se inspiration dhoondhe ki, prerit hone ki koshish karta hoon aur zindagi ko naye tareeke se jeene ke
    nuskhe talaashta hoon. Aap judhengey toh bahut accha lagega.
    Disclaimer:
    Yeh episode meri niji raai hai, mere jeevan ki seekh hai jo maine zindagi se haasil ki hai aur doosre successful logon ke nazariye se zindagi ko samjha hai. Mainey poori koshish ki hai ki aap ke samne jo bhi facts rakhoon woh sahi ho. Agar aapko kuch bhi galat lagey toh kindly mujhse share karein aur main immediately usko rectify karne ki poori koshish karunga!

    13 min
  • #32- Zindagi Ka Suitcase- Empathy I Deepnarayan Nayak I Motivational Podcast

    जहाँ रहेगा वहीं रौशनी लुटाएगा

    किसी चराग़ का अपना मकाँ नहीं होता
    Waseem Barelvi ji ke iss sher ki tarah hi Deepnarayan Nayak ji ne na sirf apne gaon ko baki pure prant ko hi roshan kar diya!
    Deepnarayan Nayak ji apne chote se gaon mein hazaron logon ke liye messiah se kam nahi hain. Unki wajah se hi advaasi ki ek kom jinhone sadiyon se peediyon se kabhi ek akshar tak nahi padha tha woh aaj English mein apna naam aur pata likh saktein hain.

    Corona kaal mein unhone yeh chamatkaar kaise kiya chaliye sunte hain iss episode mein. Mujhe yaakeen hai ki Deepnarayan Nayak ji ki yeh kahani aapko bhi prerit zaroor karegi! 

    Agar aapko yeh episode pasand aaye toh aap sabhi se main

    request karna chahunga ki aap is podcast ko like kar lein, download kar lein, ise rate bhi kar dein aur ise apne network mein sabhi ke saath share zaroor karein. Aapko yeh episode kaisa laga mujhe comment section mein likhkar bataiyega zaroor!!
    Doston, is podcast ka maqsad hi ek dusre ki zindagi se seekhna hai, ek dusre se connect karna hai, ek dusre ka support banna hai. Aapke saath milkar ek aisi community banani hai jahan hum ek naye andaaz mein zindagi ko dekh sakein aur usey ek behtar tareekey se jee sakein. Toh, agar aap, aapki zindagi ke kisi bhi modh ke baarey mein discuss karna chahtey hain ya kuch bhi share karna chahtey hai to mujhe email zaroor kijiyega, mera email id hai [email protected]
    Aur agar aap motivation ke baare mein, self-help ke baare mein aur janna chahtey hain ya aur content dekhna chahtey hain toh kindly mujhese Instagram par bhi judein, mera handle hai @sunohmerijaanwithjoy. Main yahan shero-shayri, nazm, ghazal, sangeet ya poetry se inspiration dhoondhe ki, prerit hone ki koshish karta hoon aur zindagi ko naye tareeke se jeene ke
    nuskhe talaashta hoon. Aap judhengey toh bahut accha lagega.
    Disclaimer:
    Yeh episode meri niji raai hai, mere jeevan ki seekh hai jo maine zindagi se haasil ki hai aur doosre successful logon ke nazariye se zindagi ko samjha hai. Mainey poori koshish ki hai ki aap ke samne jo bhi facts rakhoon woh sahi ho. Agar aapko kuch bhi galat lagey toh kindly mujhse share karein aur main immediately usko rectify karne ki poori koshish karunga!

    21 min
  • #31- Zindagi Ka Suitcase- Goal I Matangini Hazra I Motivational Podcast

    राह में मुश्किल होगी हजार,

    तुम दो कदम बढाओ तो सही,
    हो जाएगा हर सपना साकार,
    तुम चलो तो सही, तुम चलो तो सही।
    Vinod Tambi ji ki is inspiring kavita ki tarah thi Matangini Hazra ji ki zindagi. Poori zindagi apne desh par nyochawar karne ke baad Matangini Hazra ji ne apni maut se dikha diya ki agar humara maqsad nek ho toh humein motivation ki kabhi kami nahi ho sakti hai. Hum self motivated hokar zindagi mein koi bhi manzil paa
    saktein hain.  

    Suniye kaise unhone woh kar dikhaya jo kisi Superhero ko

    karne mein bhi hazaar baar sochna padhta.

    Agar aapko yeh episode pasand aaye toh aap sabhi se main

    request karna chahunga ki aap is podcast ko like kar lein, download kar lein, ise rate bhi kar dein aur ise apne network mein sabhi ke saath share zaroor karein. Aapko yeh episode kaisa laga mujhe comment section mein likhkar bataiyega zaroor!!
    Doston, is podcast ka maqsad hi ek dusre ki zindagi se seekhna hai, ek dusre se connect karna hai, ek dusre ka support banna hai. Aapke saath milkar ek aisi community banani hai jahan hum ek naye andaaz mein zindagi ko dekh sakein aur usey ek behtar tareekey se jee sakein. Toh, agar aap, aapki zindagi ke kisi bhi modh ke baarey mein discuss karna chahtey hain ya kuch bhi share karna chahtey hai to mujhe email zaroor kijiyega, mera email id hai [email protected]
    Aur agar aap motivation ke baare mein, self-help ke baare mein aur janna chahtey hain ya aur content dekhna chahtey hain toh kindly mujhese Instagram par bhi judein, mera handle hai @sunohmerijaanwithjoy. Main yahan shero-shayri, nazm, ghazal, sangeet ya poetry se inspiration dhoondhe ki, prerit hone ki koshish karta hoon aur zindagi ko naye tareeke se jeene ke
    nuskhe talaashta hoon. Aap judhengey toh bahut accha lagega.
    Disclaimer:
    Yeh episode meri niji raai hai, mere jeevan ki seekh hai jo maine zindagi se haasil ki hai aur doosre successful logon ke nazariye se zindagi ko samjha hai. Mainey poori koshish ki hai ki aap ke samne jo bhi facts rakhoon woh sahi ho. Agar aapko kuch bhi galat lagey toh kindly mujhse share karein aur main immediately usko rectify karne ki poori koshish karunga!

    15 min

About SUNOH MERI JAAN WITH JOY

From the publisher's feed

Life is a journey filled with challenges, experiences and mysteries. For a meaningful journey, we all need to pack our luggage judiciously.