
Sign up to save your podcasts
Or


सच है, विपत्ति जब आती है,
Ramdhari Singh Dinkar ji ki is kavita ki tarah hi Kamaladevi ji apni durdrshita se har chunautiyon ka samna kar, kaaton mein rah banati gai aur har us manzil ko paa liya jo unhone thaan li thein.
Ek hi jeeval kaal mein itna kuch kar jaana woh bhi ek mahila ka aur woh bhi us sadi mein jab mahilaon ki samaaj mein koi khaas jagah nahi thi, ek bahut hi inspiring kahani hai. Is kahani ko har ek bharatiya ko sunna chahiye aur is se prerna leni chahiye.
Suniye kaise unhone apni zindagi se yeh saabit kar diya ki agar aap mein vision ho aur us vision ko poora karne ke liye mehnat aur himmat ka jazbaa ho toh aapko safal hone se, kuch bhi haasil karne se koi bhi nahi rok sakta hai.
Agar aapko yeh episode pasand aaye toh aap sabhi se main
तुम मन की आवाज सुनो,
Narendra Verma ji ki is kavita ke tarah hi Savitribai Phule ji ne hamesha apne mann ki hi suni. Samaj ki parvah na karte huye, logon ki parvah na karte huye, reeti-riwaazon ki parvah na karte huye unhone hamesha woh kiya jo unhe theek laga aur ek aisi zindagi jee jiski itihaas mein koi misaal nahi hai.
Suniye kaise unhone apni zindagi se yeh dikha diya ki oonchi
Agar aapko yeh episode pasand aaye toh aap sabhi se main
Doston, is podcast ka maqsad hi ek dusre ki zindagi se seekhna hai, ek dusre se connect karna hai, ek dusre ka support banna hai. Aapke saath milkar ek aisi community banani hai jahan hum ek naye andaaz mein zindagi ko dekh sakein aur usey ek behtar tareekey se jee sakein.
Aur agar aap motivation ke baare mein, self-help ke baare mein aur janna chahtey hain ya aur content dekhna chahtey hain toh kindly mujhese Instagram par bhi judein, mera handle hai @sunohmerijaanwithjoy. Main yahan shero-shayri, nazm, ghazal, sangeet ya poetry se inspiration dhoondhe ki, prerit hone ki koshish karta hoon aur zindagi ko naye tareeke se jeene ke
सेवा से शत्रु भी मित्र हो जाता है। – वाल्मीकि
Sach hi kaha hai Valmiki ji ne. Dr. Bhakti Yadav ji ki zindagi
Suniye kaise unhone apni zindagi se yeh dikha diya ki agar aapke andar seva bhaav ho toh aap logon ke dilon mein bhagwaan ka darza prapt kar saktein hain.
Agar aapko yeh episode pasand aaye toh aap sabhi se main
उजियारे में, अंधकार में,
क़दम मिलाकर चलना होगा।
Apni dhridhta se Subhasini ji ne humko jeene ka sahi tareeka seekha diya. Har mushkil haalaton ka muqaabla unhone apni dhridhta se, himmat se, kadhi mehnat se aur sabr se kiya aur anth mein woh zindagi ki kathin se kathin chunautiyon se vijayee ban kar ubhri. Jaaniye kaise!
Disclaimer:
Main tufaano mein chalne ka aadi hoon
Gopaldas Neeraj ji ki yeh panktiyaan Soichiro Honda ke jeevan
Soichiro Honda ne apne jiggyasa se, curiosity se, apni mehnat se, apne hoslon se zindagi ke har tufaan mein bhi apni manzil ko paa hi liya
Soichiro Honda ki zindagi motivation me kisi masterclass se kam nahi. Unhone apni zindagi se yeh dikha diya ki agar aapke paas jiggyasa ho, mehnat karni ki taaqat ho aur khud ko behtar banane ki chah ho toh zindagi mein kisi bhi manzil naamumkin nahi.
Agar aapko yeh episode pasand aaye toh aap sabhi se main request karna chahunga ki aap is podcast ko like kar lein, download kar lein, ise rate bhi kar dein aur ise apne network mein sabhi ke saath share zaroor karein. Aapko yeh episode
Baant ke apna chehra maathaa aankhein jaane kahan gai
Nida Fazli ji ne is khoobsurat nazm mein jaise maa ka zikr kiya tha theek waisi hi thein Sindhutai jasi maa!!
Jab zindagi ne Sindhutai ke saamne kathin se kathin chunautiyaan rakkhein, woh dari zaroor, ghabrai zaroor, maayoos bhi hui magar unhone kabhi haar nahi maani. Unka hosla kabhi nahi toota! Kamzor zaroor padha magar toota nahi. Unke andar itni karuna thi, itni daya thi ki unhone apne haalaton ki parvah na karte huye dusron ki sewa mein lag gai.
Unhone zindagi ki har bhayanak sapne ko ek khoobsurat haqeeqat mein badal diya. Unki zindagi jitni kathin thi unhone auron ke jeevan ko utna hi achcha banane ka socha. Aur na kewal socha magar usko akele hi sach saabit kar diya!
Yeh unke jeevan ki ek adbhut kahani hai jissey hum sabhi ko seekh leni chahiye. Yeh woh masterclass hai jo humko zindagi ko sahi mayne mein jeena ki seekh deti hai. Main ummend karunga ki hum Sindhutai ke jeevan ki seekh ko kabhi zaya nahi hone denge! Main ummend karunga ki Sindhutai ki yeh kahani aapko zaroor motivate karegi aur aapko ek behtar kal ki umeend degi.
Agar aapko yeh episode pasand aaye toh aap sabhi se main request karna chahunga ki aap is podcast ko like kar lein, download kar lein, ise rate bhi kar dein aur ise apne network mein sabhi ke saath share zaroor karein. Aapko yeh episode
Ye aur baat hai ki aandhi humare bas mein nahi
Azhar Inayati saab ke is sher ko jiya hai Paulo Coelho
Jab zindagi ne Paulo Coelho ke saamne tamaam chunautiyan rakkhi, Paulo ne kabhi haar nahi maani. Zindagi ke safar mein unke suitcase mein aatm-vishwaas, dhridhta jaise essential items ki koi kami nahi thi.
Woh hamesha se ek safal lekhak banna chahte theye lekin zindagi ne unke kai imtihaan liye. Yeh imtihaan aasaan nahi theye. Magar Paulo Coelho ne apne hoslon se, aatm-vishwaas se, kadhi mehnat se sabhi imtihaan paas kar liye aur vishv ke sabse safal lekhakon mein se ek ban gaye aur yeh episode unke is adbhut aur inspiring kahani ke baarey mein hi hai!
Khudi ko kar buland itna ki har taqdir se pahle
Khuda bande se ḳhud puchhe bata teri raza kya hai
Yeh Nick Vujicic jaise hi log hain jo humko ek behtar
Aur fir Nick Vijucic ne duniya bhar mein lakhon logon ko
Choti si umr mein woh vishv ke sabe bade motivational
Doston, resilience yani pratirodh shakti woh essential
Main daave ke saath keh sakta hoon ki aap Nich Vujicic ke
Aur agar aapko yeh episode pasand aaye toh aap sabhi se main request karna chahunga ki aap is podcast ko like kar lein, download kar lein, ise rate bhi kar dein aur ise apne network mein sabhi ke saath share zaroor karein. Aapko yeh episode kaisa laga mujhe comment section mein likhkar
Sadiyon se insaan yeh sunte aaya hai
Dukh kid hoop ke aagey sukh ka saaya hai..
Sahir Ludhianvi saab ke likhe in panktiyon ko Irena Sendler jaisey farishtey hi sach kar dikhatey hain!
Irena Sendler jaise log hi iss duniya ko ek behtar jagah
Doston, compassion yaani Karuna hi woh essential item
Mujhe yakeen ki aap is compassion, karuna, sahanubhooti,
Aur agar aapko yeh episode pasand aaye toh aap
From the publisher's feed