Do you want to become a Thinker, innovator, or leader Generative AI ki field me…. Or kyaa apke pass relevant work experience bhi hain….. toh ye hi sahi time hain ki app apni field ke leader bano or “Dr” title se jaane jao…. Par aise karna kyaa possible hain? Aree bilkul hain… Ajj ka episode apke liye hi hain.. Jisme hum baat kaenge Online DBA ke specialization … Generative AI par…. Swagat hain apka ek baar phirse CV talks ke naye episode me…..
Jisme hum samjhenge ki DBA in Generative AI hota kyaa hain? Or kyaa ye India me valid hain? Saath hi me hum baat karenge iski eligibility, duration, fees, or bhi bht kuch…. Akhir me me apko kuch sawaalo ka jawaab bhi dungi…..
Chaliye shuru karte hain samjhne se ki DBA in Generative AI hota kyaa hain?
DBA ka full form hota hain Doctor of Business Administration or ye ek aisa program jise karne ke baad app apne naam ke aage “Dr” title add kar sakte ho…. Par shayad apko ek confusion ho ki Dr title toh sirf hame PH.D karne ke baad hi milta hain… toh me apko batana chahungi ki online DBA program PH.D program ke equivalent hote hain… DBA karke bhi app apne naam ke aage Dr title add kar sakte ho… or haan or online DBA program India me valid bhi hain….
Chaliye ab jaante hain ki kon kon online DBA in Generative AI me apply kar sakta hain?
Agar apne ek government-recognized university se apna bachelor’s complete kr liya hain or agar apke pass hain minimum 3 years ka work experience halaki ye work experience university to university differ karta hain…
Ab baat karte hain ki hame Online DBA in Generative AI me kyaa sekhne milta hain?
APko iss program me wo saare topics seekhayete jaate hai joki apko generative AI ki field me leader banate hain jaise ki…. image processing, content analysis, content generation, emerging use cases, engineering, cognitive inference and planning, data privacy and security, or bhi bht kuch….
Ab baat karte hain ki Online DBA in Generative AI ki duration kyaa hoti hain?
Duration ki baat kare toh iss program ko complete karne ke liye apko minium 3-years lagte hain joki PH.D Se kaafi kam hota hain…..
Chaliye ab baat karte hain PH.D or DBA me kyaa kya differences dekhne milte hain..
Differences ki baat kare toh app DBA ko bina apni job choode bhi kar sakte hoo…. Or haan online DBA ko karne ke baad apko minimum 3 years me degree mil jaati hain or wahi PH.D karne me apko minimum 5-7 saal lagte hain….
Chaliye ab apko sabse bada advantage batate hain iss program ko karne ka jo ki hain ki app apne field ke leader ban jaate ho saath hi me apki skills or knowlege or enhance ho jaati hain AI ki field me….
Chaliye ab apko batate un universities ka naam joki Online DBA in Generative AI offer karti hain…..
Pehli hain Golden Gate University and doosri hain Rushford Business School teesra hain Liberty University, next hain University of Missouri and fifth hain Drexel University.
Chaliye ab discuss kar lete hain kuch sawaal joki aksar apke dimmag me aate honge jaise ki
Kyaa Online DBA ko complete karte hi hum “Dr” title add jar sakte hain yaa nahi?
Toh me apko batana chahungi ki haan app program ko complete karte hi “Dr” add kar sakte hain…
Doosra sawaal ye hain ki kyaa hame koi entrance exam dena hoga admission lene ke liye?
Toh me apko batana chahungi ki apko koi entrance exam nahi dena hota hain… bus jo univesity hain uske eligibility criteria ko fulfill karke app program me enroll kar sakte ho….
Next question ye hain ki Online DBA in Generative AI ki fees kitni hoti hain….
Agar fees ki baat kare toh iski fees vary krti hai between 8 lakhs to 12 lakhs…..
Ummed karti hun ki apke saare hi doubts clear ho gaye….. <