Hello and swagat hain apka ek baar phirse CV talks ke naye episode me jsime hum ajj baat karenge Online MS programs ke baare….
Iss episode me hum kaafi kuch discuss karenge jaise ki MS or M.SC program me difference kyaa hain? Or kyaa MS ki degree India me valid hain yaa nahi? Iske saath saath hi Online MS programs ki eligibility, duration or fees pe bhi baat karenge….
Ayiye pehle samjte hain ki MS or M.Sc me difference kyaa hain?
Difference ki baat kare toh ye dono courses ek hi hain… difference hain toh wo hai unke naam ka kyuki M.Sc ko USA me MS ke naam se bhi jaana jaata hain or UK or India me M.Sc ke naam se….
Chaliye ab baat karte hain ki kya Online MS india me valid hain?
Apki Online MS ki degree ekdum valid hogi buss app jis university se app ye program karenge wo university government-recognized foreign university honi chaiye… or haan agar apki university government-recognised hain toh apki Online MS ki degree India me bhi valid hogi….
Chaliye ab jaante hain ki Online Master of Science program hote kyaa hain?
MS ki degree hona ye symbolize karta hain ki app science field me expert ho.. Or kyuki ye program online mode me hain toh app easily hi apne time ke according padh sakte orr haan agar app job karte ho yaani ki working professional ho toh app iss program ko karke apna career or bhi advance kar sakte ho wo bhi bina apni job chode….
Ayiye ab baat karte hain ki kyaa hame Online MS karne ke liye koi entrance exam bhi dena hota hain kyaa?
Toh me apko batana chahungi ki iss program ko karne ke liye apko koi entrance exam nahi dena hota hain apko buss college ke eligibility criteria ko fulfill karna hota hain….
Ayiye toh ab baat kar lete hain Online MS ki eligibility criteria pe….
Common eligibility criteria jo dekhne milta hain wo hain apka ek government-recognized University se 50 percent marks ke saath graduated hona jarurui hain….ye eligibility criteria specialisation to specialisation vary bhi karta hain…..
Chaliye ab baat karte hain Online MS ki duartion pe……
Online MS ki minimum duration 2 years hoti hain regular MS ki tarah hiiii…. Halaki exact duration apki university or specialisation pe bhi depend karti hain….
Chaliye ab apko batate hain kuch top specialisations online MS ke….
Toh wo top specialsations hain Online MS in Artificial Intelligence and Machine Learning, Online MS in Data Science, Online MS in Computer Science and online MS in Business Analytics….
Ab baat kar lete hain kuch Jo roles ke baare me jinme app easily i apply kar sakte hain Online MS ko karne ke baad……
Toh wo job roles hain Teacher, Bio-chemist, Food inspector, Research Scientist or bhi kaayi saari job roles me apke liye apply karna easy ho jaata hain…..
Chaliye ab jawaab karte hain apke kuch aksar pooche questions ka…..
Pehla question ye hain ki kyaa Online MS karna worth it hain?
Toh me apko batana chahungi ki Online MS karna ekdum hi worth it kyuki app apni field me expert ho jaate hoo or haan agar app working professional ho toh apka career bi advance ho jaata hain jiski wajah se apka salary package bhi improve hota hain…..
Doosra question ye hain ki Online MS kon kon kar sakte hain?
Online MS ko koi bhi person kar skata hain agar wo university ke eligibility criteria ko fulfill karta hain toh jaise ki Bachelor’s degree holders, working professionals or wo bhi jo apna career switch karne ka plan kar rahe hain….
Akhri question ye hai ki kon kon si university Online MS offer karti hain?
Toh wo universities hain Standford University, University of Michigan, University of leeds, Northeastern University or bhi kaayi saari universities Online MS offer karti hain…..
Ummed karti hun ki apke doubts clear ho gaye hain….
Par mera ek ques