Sign up to save your podcastsEmail addressPasswordRegisterOrContinue with GoogleAlready have an account? Log in here.
Duniya mein jo do chaar logon ne jaana hai mujhe , unhe is baat ka ilm hai ki mujhe Urdu poetry se ishq hai .Main ye ishq aur junoon apna , duniya tak pohochna chaahta hun . Apna hi ek sher yahaan ... more
April 30, 2021Dr Bhaskar MukherjeeDr Bhaskar Mukherjee is a consultant psychiatrist in kolkata .. Sir ko dekh kar aksar khayaal aata hai woh hum sab se aage bohot aage .. waqt ke dusare sirey par khadey .. Apni ungliyon mein ek sulagati cigarette lekar bhool gaye hain .. kisi gehri soch mein doobey .. aankhon mein unki dheerey dheerey neend bhar rahi hai .. I've shared a father and son relationship with him : ) Send a voice message to my podcast, Lafz: https://podcasters.spotify.com/pod/show/lafz--soz/message...more8minPlay
March 30, 2021Soz ka aakhiri khatMaine ye ek khat 2019 mein likh kar hawaaon mein uda diya tha .. uske lafz hain jo aaj bhi mere andar goonj rahe hain .. pichhli shab isey padha aur record kiya .. ik roz yun hoga ki likhte likhte tumko thakk jaaunga .. mujhe ab usi ek din ka intezaar hai : ) The cover pic which I've used is of sunset point kasauli .. koi din tha woh bhi !Send a voice message to my podcast, Lafz: https://podcasters.spotify.com/pod/show/lafz--soz/message...more10minPlay
March 04, 2021Munir NiaziThis poem has solace .. self acceptance .. is poem ko recite karne ka attempt duniya mein kisi ka bhi singular/unique nahin ho sakta .. it will always have an influence of Munir sahab's recitation of this poem .. happy listening :)Send a voice message to my podcast, Lafz: https://podcasters.spotify.com/pod/show/lafz--soz/message...more3minPlay
February 23, 2021Meena KumariMeena Kumari is one person I've always found so fascinating .. har ek lafz unka unki personality ko aur maqbool banaata hai !Send a voice message to my podcast, Lafz: https://podcasters.spotify.com/pod/show/lafz--soz/message...more3minPlay
February 17, 2021FaizAur bhi dukh hain zamaane mein mohabbat ke siwa .. raahatein aur bhi hain wasl ki raahat ke siwa .. this is undoubtedly the greatest poem of our generation by the most celebrated poet of this age .. Faiz Ahmed Faiz .. the poem holds historical importance in urdu literature .. Urdu poetry was previously confined to zulf , sharaab , mehboob , gham etc .. this poem is progressive and opened new horizons for Urdu poetry .. I always wanted to recite this one poem of Faiz .. happy listening :)Send a voice message to my podcast, Lafz: https://podcasters.spotify.com/pod/show/lafz--soz/message...more3minPlay
February 13, 2021Nida FazliThis poem was written by Nida Fazli on his father's death .. this is an amazing poem showing father-son relationship .. happy listening :)...more5minPlay
February 07, 2021Ahmad Faraz - Agarche zor hawaaon ne daal rakha haiHawa Mein Nasha Hi Nasha, Faza Mein Rang Hi Rang Ye Kis Ne Pairahan Apna Uchal Rakha Hai ہوا میں نشہ ہی نشہ فضا میں رنگ ہی رنگ یہ کس نے پیرہن اپنا اچھال رکھا ہےSend a voice message to my podcast, Lafz: https://podcasters.spotify.com/pod/show/lafz--soz/message...more3minPlay
February 05, 2021GhalibHua jab gham se yun behis toh gham kya sarr ke katne ka .. Na hota gar juda tann se toh zaano'n par dhara hota :)...more1minPlay
February 02, 2021Jaun EliaTumhare rang mujh mein aur gehre hote jaate hain .. main darta hun .. mere ehsaas ke is khwaab ka anjaam kya hoga ? Send a voice message to my podcast, Lafz: https://podcasters.spotify.com/pod/show/lafz--soz/message...more6minPlay
January 31, 2021Habib JalibYe ek nazm us har ek mohabbat ki daastaa'n ke naam jiske badan par tamaam zakhm ubhar aaye hain .. jo is baras damm todd degi :)Send a voice message to my podcast, Lafz: https://podcasters.spotify.com/pod/show/lafz--soz/message...more3minPlay