Sign up to save your podcastsEmail addressPasswordRegisterOrContinue with GoogleAlready have an account? Log in here.
Duniya mein jo do chaar logon ne jaana hai mujhe , unhe is baat ka ilm hai ki mujhe Urdu poetry se ishq hai .Main ye ishq aur junoon apna , duniya tak pohochna chaahta hun . Apna hi ek sher yahaan ... more
April 12, 2022Faiz - YaadShaayad kisi ke hijr mein .. yaa kisi ke intezaar mein shaayad .. ek cigarette liye balcony mein baitha hun .. shaam qatra qatra tapak rahi hai .. chaand ki athanni door ufaq par dikhaai pad rahi hai .. Nasir Kazmi ka sher yaad aa raha hai : Humaari ghar ki deewaaron pe naasir .. udaasi baal khole so rahi hai ! Needless to mention .. faiz's poem .Send a voice message to my podcast, Lafz: https://podcasters.spotify.com/pod/show/lafz--soz/message...more2minPlay
January 26, 2022Tasawwur - Kaifi AzmiKaifi Azmi ki ye nazm .. aap iska recitation sunte sunte ye imagine kar sakte hain ki koi naya naya aashiq apne kamre mein raat letkar chhat ko takk raha hai .. chhat ke slate par ye saare lafz dheere dheere ubhar rahe hain .. inhe kal subah woh ek safed kaaghaz par likh kar apni class mein padhne waali us ek ladki ko dene waala jo usko behadd haseen lagti hai ~ Abhishek :)Send a voice message to my podcast, Lafz: https://podcasters.spotify.com/pod/show/lafz--soz/message...more4minPlay
December 31, 2021DastoorDebasmita sings this poem of Habib Jalib .. this poem is so so revolutionary .. and as I always say .. debasmita's voice is silk :)Send a voice message to my podcast, Lafz: https://podcasters.spotify.com/pod/show/lafz--soz/message...more3minPlay
November 03, 2021DiwaliQateel Shifaai ki ek khoobsurat nazm .. Diwali ki raat shaayad likh rhe honge .. sabka hijr ek saa .. tamaam dard ek se .. main aksar sochta hun ki duniya mein har ek shakhs ke guzaare intezaar ko jodkar kitna bada waqt ka tukda banaaya jaa sakta hai .. jo khala mein saans lete kisi black hole se zyaada bohot zyaada bada hoga . Send a voice message to my podcast, Lafz: https://podcasters.spotify.com/pod/show/lafz--soz/message...more8minPlay
September 24, 2021Irshad KamilIrshad Kamil ki ek nanhi nazm jo kuchh waqt pehle Facebook par padhi maine .. behad khoobsurat nazm .. ek likhne waale ke depression ko kitna saaf saaf keh rahi hai .. subah ke 3 baje ye nazm record ki .. is ummeed mein ki ye nazm door bohot door baithe ek shakhs tak pohoche .. aur uske khayaal mein ek naya rang bankar utar jaaye :)...more1minPlay
September 14, 2021Gulzar - New YorkA random recitation of Gulzar's poem .. don't wanna write anything else ! Send a voice message to my podcast, Lafz: https://podcasters.spotify.com/pod/show/lafz--soz/message...more3minPlay
September 08, 2021Soz - KabulKabul ke guzre waqt .. puraane dino'n ke naam ye ek nazm .. waqt guzar kar shaayad jama hota rehta hai kahi'n .. koi ek surang hai jo kabhi nahi'n bharti .. ye nazm usi ki parchhaai hai .. meri hi nazm hai ye .. jo photo istemaal ki hai woh tanyushenka.tumblr.com se li hai .Send a voice message to my podcast, Lafz: https://podcasters.spotify.com/pod/show/lafz--soz/message...more2minPlay
August 24, 2021Gulzar - Abhi na pardah giraao thehro ..It's my birthday today 25th Aug .. I'm uploading this nazm of gulzar .. ye ek nazm bohot ummeed hai jisme .. main jab nahin rahunga tab shaayad phir kisi ek din se koi shakhs utthega .. ye lau jo bujh nahin sakti .. jalti rahegi . The picture which I have used was shot on my way from maldah to balurghaat . Send a voice message to my podcast, Lafz: https://podcasters.spotify.com/pod/show/lafz--soz/message...more3minPlay
July 03, 2021ShaharyarShaharyar ne ye nazm apni biwi najma ke liye likkhi thi .. kitni sundar nazm hai ye .. ek forties ya fifties ki umra ka koi shauhar kitni lazzat se apni family ko dekh raha hai aur ye nazm keh raha hai .. bachpan mein kisi akhbaar se kaat kar ye nazm maine kamre mein chipkaai thi :)Send a voice message to my podcast, Lafz: https://podcasters.spotify.com/pod/show/lafz--soz/message...more2minPlay
May 18, 2021SahirKhushiyon ki manzil dhundi toh gham ki gard mili .. chaahat ke naghme chaahe toh aahein sard mili .. bohot log in ashaaron ke saath connect kar paayenge yakeen hai mujhe .. duniya ke har ek shakhs ki us mohabbat ke naam jo kabhi mukammal nahin hui : ) Send a voice message to my podcast, Lafz: https://podcasters.spotify.com/pod/show/lafz--soz/message...more3minPlay