LYRICS= Roti ki taalash me yu bhatakta raha,
Darbadar yu ghumta raha,
Kast jo aneko bahar raha,
Aur thora majboor jo raha,
Waqt do waqt jo bhook de rha,
Aur shant mann kitna rakha,
Thora bhook tu sah le zara,par mann adhmara,aur din do gujra,Bhook lagi zayda jara,
Aur nikla bahar phir thora,
Dhoop ka aihsas na hua zayda zara,
Naa chao ki thandak me thahra,
Barish me bheega zara,
Aur kiya aandhi ka saamna rakh payr dhara,
Kahe kuch mann zara,
Ghar me kyun nahi baith-te thora,
Khada mai muskura,
Sudha(bhook) ki jalan ka tha adhmara,
Sujha zayda na zara,
Aur baatein mann se naa kara,
Bhook janta tha aur waitha zara,
Aur bhatka desh pardesh thora,
Kuch zayda bhook ka tha jo adhmara,
Aur taalash do waqt roti ki thi zara...